logo

mai jab chhedoonga dil ka MP3 Song

mai jab chhedoonga dil ka MP3 song cover

About mai jab chhedoonga dil ka MP3 Song

This archive page brings together results connected with mai jab chhedoonga dil ka, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ mai jab chhedoonga dil kaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Mai Jab Chhedoonga Dil Ka Category / Artist: Kishor Kumar ↧ Save As

Mai Jab Chhedoonga Dil Ka Song Lyrics

Song Title = Mai Jab Chhedoonga Dil Ka
Movie/album = Ponga Pandit 1975
Category / Artist = Kishor Kumar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Mai Jab Chhedoonga Dil Ka
Song Lyrics Movie = Ponga Pandit (1975)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Prayag Raj
Music Label = Saregama
Starring = Randhir Kapoor, Neeta Mehta,
Danny Denzongpa

mp3 songs

((Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Ek ek dil bechain hai
Hulchal si macha du abhi
Kaho to mai ek aag si
Mahfil mein laga du abhi

Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Ek ek dil bechain hai
Hulchal si macha du abhi
Kaho to main ek aag si
Mahfil mein laga du abhi

Shole hai ye nagme mere
Dhokha na khana
Jo diljala hai sochake tum pas aana
Shole hai ye nagme mere
Dhokha na khana
Jo diljala hai sochake tum pas aana
Aisa na ho duniya kahe kya hua
Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Ek ek dil bechain hai
Hulchal si macha du abhi
Kaho to mai ek aag si
Mahfil mein laga du abhi

Hai hai main kaun main kaun
Prem prem pyar pyar
Deewana deewana
Ye jindagi ek geet din raat gaye
Hona hai jo hota rahe din raat gaye
Ye jindagi ek geet din raat gaye
Hona hai jo hota rahe din raat gaye
Aisa na ho dunia kahe kya hua
Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Ek ek dil bechain hai
Hulchal si macha du abhi
Kaho to main ek aag si
Mahfil mein laga du abhi

Kabhi kabhi mujhe aisa lagta hai
Ke sapno mein koi hasta hai
Kabhi kabhi mujhe aisa lagta hai
Ke sapno mein koi hasta hai
Do kaliya hothi ki khilti si, khulti si
Badhke chumu to kaliya ye na kahna
Ye kya hua
Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Ek ek dil bechain hai
Hulchal si macha du abhi
Kaho to main ek aag si
Mahfil mein laga du abhi
Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa.))

Posted by : {AKANKSHA SHUKLA}

Mai Jab Chhedoonga Dil Ka Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: mai jab chhedoonga dil ka MP3 songs, mai jab chhedoonga dil ka lyrics, related albums and music archive results.