mai kya se ho MP3 Song
About mai kya se ho MP3 Song
mai kya se ho is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ mai kya se hoCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Mai Kya Se Ho Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Mai Kya Se Ho Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Anmol Moti (1969)
Singers : Asha Bhosle
Song Lyricists : Rajendra Krishan
Music Composer : Ravi Shankar Sharma
Director : S.D. Narang
Music Label : Saregama
mp3 songs
Oye oye oye
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Fika fika badan mera
Chandan ki tarah mahka
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Fika fika badan mera
Chandan ki tarah mahka
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Sans bhi ruk ruk kar aaye
Ek ek nas kasti jaye
Sans bhi ruk ruk kar aaye
Ek ek nas kasti jaye
Jal ki thandi dhara bhi kyu
Aaj mujhe dasati jaye
Soch rahi thi ki mai badali
Ya badal gayi duniya
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Fika fika badan mera
Chandan ki tarah mahka
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Kaha se aaya ye tufan
Ghabra ke jage arman
Kaha se aaya ye tufan
Ghabra ke jage arman
Lage apna aap paraya
Bhuli apni hi pehchan
Pal pal ankhiya dekhu
Ye ho na kahi sapna
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Fika fika badan mera
Chandan ki tarah mahka
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Ji chahe ke udd jau
Nil gagan me leharau
Ji chahe ke udd jau
Nil gagan me leharau
Ya mojo se takrake
Sagar pe mai chha jau
Sari duniya bas me karlu
Sab kuchh ho mera
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Fika fika badan mera
Chandan ki tarah mahka
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya...
Posted by : {Anamika Tyagi}
Mai Kya Se Ho Video Song
Related Albums
Browse this topic: mai kya se ho MP3 songs, mai kya se ho lyrics, related albums and music archive results.


