logo

main babu chaila MP3 Song

main babu chaila MP3 song cover

About main babu chaila MP3 Song

main babu chaila is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ main babu chailaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Main Babu Chaila Category / Artist: Kishor Kumar ↧ Save As

Main Babu Chaila Song Lyrics

Song Title = Main Babu Chaila
Movie/album = Chhaila Babu 1977
Category / Artist = Kishor Kumar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Main Babu Chaila
Song Lyrics Movie = Chhaila Babu
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director = Joy Mukherjee
Music Label = Polydor
Starring = Zeenat Aman, Rajesh Khanna, Padma Khanna, Om Shiv Puri, Asrani, Ranjeet, Jairaj, Manmohan, Achla Sachdev, Mac Mohan
Release on = 20th April, 1977

mp3 songs

O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila
Ye naam tha mera pehla
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
Main baabu chhaila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila
Ye naam tha mera pehla
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
Main baabu chhaila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila

Sun le dil ka ye afasana
Tera mera pyaar purana
Sun le dil ka ye afasana
Tera mera pyaar purana
Maana ek bahrupiya hu main
Lekin tera hu deewana
Aadat meri buri sahi par
Dil ka main nahi maila
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
Main baabu chhaila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila

Ye jo apne pichhe daude
Bimari pichha na chhode
Ye jo apne pichhe daude
Bimari pichha na chhode
Aise premi aise paagal
Duniya mein milte hai thode
Jaane hai ye paan ka chhakka
Ya chidiya ka nehla
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
Main baabu chhaila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila

Hu hu hu o ho laa laa laa

Hum jaise deewane aksar
Jaan bhi de dete hai hans kar
Hum jaise deewane aksar
Jaan bhi de dete hai hans kar
Gam na kar bas shouk se
Dilabar teer chalaye ja sine par
Tut gaya dil mera to kya
Tera dil to behla
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
Main baabu chhaila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila
Ye naam tha mera pehla
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila.

Posted by : Priyanka Shukla

Main Babu Chaila Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: main babu chaila MP3 songs, main babu chaila lyrics, related albums and music archive results.