main khush hoon MP3 Song
About main khush hoon MP3 Song
Looking for main khush hoon? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ main khush hoonCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Main Khush Hoon Category / Artist: Bhupendra | ↧ Save As |
Main Khush Hoon Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Bhai ka Dushman Bhai 1986
Musician = Jatin-Lalit Mandheer
Singers = Bhupinder Singh
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Jatin Pandit, Mandheer Pandit
Director= Sudesh Issar
Music Label = T-Series
mp3 songs
Apne mehboob ki kareeb hain tu
Meri jaan kitane khusnaseeb hain tu
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Jo chaahi thi woh zindagi mil gayi
Jo chaahi thi woh zindagi mil gayi
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Tera chehra yuhi muskurata rahein
Ye mohabbat ki khusboo lutata rahein
Tera chehra yuhi muskurata rahein
Ye mohabbat ki khusboo lutata rahe
Teri aankho mein sapne suhane saje
Tere hotho pe dilke tarane saje
Tujhko sapno ki duniya nayi mil gayi
Main khush hoon
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Jo chaahi thi woh zindagi mil gayi
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Huyi ho agar hamse koi khata
Kasam hain tujhe ab ue bhul jaa
Huyi ho agar hamse koi khata
Kasam hain tujhe ab ue bhul jaa
Tere ehsaan kaise bhulayenge hum
Teri raahon mein ye dil bichha yege hum
Dil ki nayi manjil mil gayi
Dil ki nayi manjil mil gayi
Main khush hoon
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Jo chaahi thi woh zindagi mil gayi
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Chalte chalte kabhi koi aisa mile
Kaise dil chhin le kuch pata na chale
Chalte chalte kabhi koi aisa mile
Kaise dil chhin le kuch pata na chale
Itana pyaara hain ye pyaar ka silsila
Jisko chahein wo jaane nasha pyaar ka
Jo na kam ho wo bekhudi mil gayi
Main khush hoon
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Jo chaahi thi woh zindagi mil gayi
Jo chaahi thi woh zindagi mil gayi
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi
Main khush hoon tujhe ye khushi mil gayi.
Posted By: Priyanka Shukla
Main Khush Hoon Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: main khush hoon MP3 songs, main khush hoon lyrics, related albums and music archive results.


