logo

main pyar ka deewana MP3 Song

main pyar ka deewana MP3 song cover

About main pyar ka deewana MP3 Song

main pyar ka deewana is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ main pyar ka deewanaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Main pyar ka deewana Category / Artist: XYZ ↧ Save As
◉ Main pyar ka deewana Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As

Main pyar ka deewana Song Lyrics

Song Title = Main pyar ka deewana
Movie/album = Ayee milan ki bela 1964
Category / Artist = XYZ
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Main pyar ka deewana
Song Lyrics Movie : Ayee milan ki bela 1964
Singers : Mohammed Rafi
Song Lyricists : Hasrat Jaipuri
Music Composer : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

mp3 songs

Mai pyar kaa diwana sabse mujhe ulfat hain
Har phul mera dil hain, aur dil me mohabbat hain
Mai pyar kaa diwana sabse mujhe ulfat hain
Har phul mera dil hain, aur dil me mohabbat hain
Mai pyar kaa diwana

Ghabra ke khija gujri aur daur naya aaya
Insan ke jiwan me ik rang naya laya
Sine me nayi halchal,
Sine me nayi halchal, chehare pe bhi rangat hain
Mai pyar kaa diwana sabse mujhe ulfat hain
Har phul mera dil hain, aur dil me mohabbat hain
Mai pyar kaa diwana

Sunta hu mai lehro se sangit baharo ke
Dam lene ko rukta hu saye me chanaro ke
Kante ho kee angare
Kante ho kee angare chalna meri adat hai
Mai pyar kaa diwana sabse mujhe ulfat hain
Har phul mera dil hain, aur dil me mohabbat hain
Mai pyar kaa diwana

Too kya hain mujhe ek din mil jayey toh mai janu
Aur phul mere dil kaa khil jayey toh mai manu
Jalavo kaa pujari hu
Jalavo kaa pujari hu didar kee hasrat hain
Mai pyar kaa diwana sabse mujhe ulfat hain
Har phul mera dil hain, aur dil me mohabbat hain
Mai pyar kaa diwana...

Posted by : {Anamika Tyagi}

Main pyar ka deewana Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: main pyar ka deewana MP3 songs, main pyar ka deewana lyrics, related albums and music archive results.