man ke panchhi MP3 Song
About man ke panchhi MP3 Song
This archive page brings together results connected with man ke panchhi, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ man ke panchhiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Man Ke Panchhi Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Man Ke Panchhi Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Naina (1973)
Singers = Sharda Rajan Iyengar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Kanak Mishra
Mp3 Song Lyrics
((Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Ber ki hai dgar ber ka hai ngar
Sans lene ka bhi ab sahara nahi
Man ke panchhi kahi...
Koi hum do nahi na wfadar hai
Zindagi ab to jine se bezar hai
Koi hum do nahi na wfadar hai
Zindagi ab to jine se bezar hai
Gam ke tufan hai jis taraf dekhiye
Aur tufa me koi kinara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi...
Humne dekhe yaha ptharo ke sanam
Pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai
Humne dekhe yaha ptharo ke sanam
Pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai
Zindagi ke liye hath falaye hum
Aisa jina to humko gwara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi...
Ye zami berham aasma par sitam
In hado se bhi aage nikal jaye hum
Ye zami berham aasma par sitam
In hado se bhi aage nikal jaye hum
Aasmano pe bhagwan bhi khamosh hai
Aisi kismat hai koi hamara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Ber ki hai dgar ber ka hai ngar
Sans lene ka bhi ab sahara nahi
Man ke panchhi kahi...))
Posted by : {Soni Kumari}
Man Ke Panchhi Video Song
Related Albums
Browse this topic: man ke panchhi MP3 songs, man ke panchhi lyrics, related albums and music archive results.


