logo

mausam badle to badle MP3 Song

mausam badle to badle MP3 song cover

About mausam badle to badle MP3 Song

This archive page brings together results connected with mausam badle to badle, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ mausam badle to badleCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Mausam Badle To Badle Category / Artist: Kumar Sanu ↧ Save As

Mausam Badle To Badle Song Lyrics

Song Title = Mausam Badle To Badle
Movie/album = Izzat Ki Roti 1993
Category / Artist = Kumar Sanu
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Mausam Badle To Badle Pyar Na Ye Badlega
Song Lyrics Movie = Izzat Ki Roti (1993)
Singers = Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = K. Pappu
Music Label = T-Series
Starring = Rishi Kapoor, Sunny Deol, Juhi Chawla, Farha
Release on = 13th June, 1994

mp3 songs

Mausam badle to badle
Mausam badle to badle
Pyar na ye badlega
Dhadkan banke dil mein rahega
Pyar tera dil mein rahega
Dhadkan banke dil mein rahega
Pyar tera dil mein rahega

Mausam badle to badle
Mausam badle to badle
Pyar na ye badlega
Dhadkan banke dil mein rahega
Pyar tera dil mein rahega
Dhadkan banke dil mein rahega
Pyar tera dil me rahega

Karungi kya jo pyar pe apne
Jaha bithade pahre
Kya ho ga jo apne bich mein
Aa gaye sagar gahre
Karungi kya jo pyar pe apne
Jaha bithade pahre
Kya ho ga jo apne bich mein
Aa gaye sagar gahre
Sat samundar par karenge
Tufano se hum na darenge
Mere dil me tu dhadkega
Pyar tera dil mein rahega
Mere dil me tu dhadkega
Pyar tera dil mein rahega
Mausam badle to badle
Mausam badle to badle
Pyar na ye badlega
Dhadkan banke dil mein rahega
Pyar tera dil mein rahega
Dhadkan banke dil mein rahega
Pyar tera dil mein rahega

Suni meri mang jaha ne
Chain dilo ka china
Raho mein apni kate bichhe hai
Mushkil ho gaya jina
Suni meri mang jaha ne
Chain dilo ka china
Raho mein apni kate bichhe hai
Mushkil ho gaya jina
Palko se tere kate chunenge
Chahat se teri mang bharenge
Gair tujhe koi chhu na sakega
Pyar tera dil mein rahega
Gair tujhe koi chhu na sakega
Pyar tera dil mein rahega

Mausam badle to badle
Mausam badle to badle
Pyar na ye badlega
Dhadkan banke dil mein rahega
Pyar tera dil mein rahega
Dhadkan banke dil mein rahega
Pyar tera dil mein rahega....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Mausam Badle To Badle Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: mausam badle to badle MP3 songs, mausam badle to badle lyrics, related albums and music archive results.