mera dil churake MP3 Song
About mera dil churake MP3 Song
mera dil churake is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ mera dil churakeCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Mera dil churake Category / Artist: Kumar Sanu | ↧ Save As |
Mera dil churake Song Lyrics
Movie/Album Name: SUNO SASURJEE
Singer(s) : KUMAR SANU, PRABHA
Lyrics Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana
Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana
Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana
Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana
Mohabbat Huvi Hai Yeh Tab Maine Jaana
Mohabbat Hoyi Hai Yeh Tab Maine Jaana
Mujhe Log Kehne Lage Jab Deewana
Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana
Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana
Na Jaane Kahan Kab Bana Yeh Fasana
Na Jaane Kahan Kab Bana Yeh Fasana
Na Maine Yeh Jaana Na Tune Yeh Jaana
Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana
Tu Mera Chain Hai Tu Meri Pyaas Hai
Jaaneman Kya Tujhe Isska Ehsaas Hai
Tu Meri Neend Hai Tu Mera Khwaab Hai
Bin Tere Dil Mera Kitna Betaab Hai
Mujhe Ishq Mein Na Aazmaana
Mujhe Ishq Mein Na Aazmaana
Deewana Bana Ke Na Paagal Banana
Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana
Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana
Mil Gaye Hum Yahan Aashiqui Ke Liye
Aur Kya Chaahiye Zindagi Ke Liye
Ek Pal Ke Liye Door Hona Nahin
Paake Tujhko Kabhi Yaar Khona Nahin
Mujhe Apni Palkon Mein Har Pal Basana
Mujhe Apni Palkon Mein Har Pal Basana
Mujhe Apne Seene Se Har Dam Lagana
Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana
Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana
Mohabbat Huvi Hai Yeh Tab Maine Jaana
Mujhe Log Kehne Lage Jab Deewana
Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana
Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana
Na Jaane Kahan Kab Bana Yeh Fasana
Na Jaane Kahan Kab Bana Yeh Fasana
Na Maine Yeh Jaana Na Tune Yeh Jaana
Mera dil churake Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: mera dil churake MP3 songs, mera dil churake lyrics, related albums and music archive results.


