mera naam rita MP3 Song
About mera naam rita MP3 Song
This archive page brings together results connected with mera naam rita, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ mera naam ritaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Mera naam rita Category / Artist: Lata Mangeshkar | ↧ Save As |
Mera naam rita Song Lyrics
Movie/album = April Fool (1964)
Singers = Lata Mangeshkar
Music By = Shankar Jaikishan
Lyricist = Hasrat Jaipuri
Mp3 Song Lyrics
Mera naam rita christina
Ai ai ai ai yaa
Mera naam rita christina
Ai ai ai ai yaa
Main hoon paris ki haseena
Ai ai ai ai yaa
Mera naam rita christina
Ai ai ai ai yaa
Palkon beech saja loon tumko
Ankhon me bithlaaun
Apne dil me rakh loon tumko
Duniya se chhupaun
Palkon beech saja loon tumko
Ankhon me bithlaaun
Apne dil me rakh loon tumko
Duniya se chhupaun
Dil ki baat nazar se kah doon
To main samjhaaun
Mera naam rita christina
Ai ai ai ai yaa
Mera naam rita christina
Ai ai ai ai yaa
Main hoon paris ki haseena
Ai ai ai ai yaa
Aanken meri neelam jaisi
Pyar ke do paimaane
Aisi madira kahaan milegi
Pi le o mastaane
Aanken meri neelam jaisi
Pyar ke do paimaane
Aisi madira kahaan milegi
Pi le o mastaane
Aaja dil ki aag me jal jaao
O nadaan parwane
Mera naam rita christina
Ai ai ai ai yaa
Mera naam rita christina
Ai ai ai ai yaa
Main hoon paris ki haseena
Ai ai ai ai yaa
Kyaa rakha us paar na jaa tu
O raahi albele
Manzil tere paas khadi hai
Tu baanhon me le le
Kyaa rakha us paar na jaa tu
O raahi albele
Manzil tere paas khadi hai
Tu baanhon me le le
Duniya ki har cheez usi ki
Sholon pe jo khele
Mera naam rita christina
Ai ai ai ai yaa
Mera naam rita christina
Ai ai ai ai yaa
Main hoon paris ki haseena
Ai ai ai ai yaa
Mera naam rita christina
Ai ai ai ai yaa.
Posted by : {Anamika Tyagi}
Mera naam rita Video Song
Browse this topic: mera naam rita MP3 songs, mera naam rita lyrics, related albums and music archive results.


