mere banne ki baat MP3 Song
About mere banne ki baat MP3 Song
Looking for mere banne ki baat? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ mere banne ki baatCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Mere Banne Ki Baat Category / Artist: Asha Bhosle | ↧ Save As |
Mere Banne Ki Baat Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Gharana (1961)
Singers = Asha Bhosle, Shamshad Begum
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = S S Vasan
Music Label = Saregama
Starring = Rajendra Kumar, Asha Parekh, Raj Kumar,
Shobha Khote, Agha, Minu Mumtaz
Release on = 22nd February, 1961
mp3 songs
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Kyu na ho uski shan anokhi unche gharane wala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
Uske gore mukhade ke aage chand ka rang bhi kala hai
Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Dekh samdhan tu mere samne sekhi na jata
Kon sur khab kapar teri dulhan me hai laga
Usko duniya me koi puchhane wala hi na tha
Usko duniya me koi puchhane wala hi na tha
Wo to dulha ko dua de jo use bayah laya
Wo to dulha ko dua de jo use bayah laya
Teri bani ke gal hai papad, tedi medi aankhe hai
Aeji tedi medi aankhe hai, aeji tedi medi aankhe hai
Oo nak pakoda hoth hai sukhe uljhi uljhi julfe hai
Aeji uljhi uljhi julfe hai, aeji, uljhi uljhi julfe hai
Mera banna hai wo shajada jo najo ka pala hai
Mera banna hai wo shajada jo najo ka pala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
Dekh banno mere aage tu badi bat na kar
Aisa hai tera bana jaise ho bura bandar
Karke shadi kiya ahshan dulhan ne us par
Karke shadi kiya ahshan dulhan ne us par
Warna aise ko bhala kon banata shohar
Warna aise ko bhala kon banata shohar
Tere banne ki unth si gardan, saras jaisi tange hai
Aeji, saras jaisi tange hai, aeji saras jaisi tange hai
Chuhe jaise kan hai uske, kchhuye jaisi chale hai
Aeji, kchhuye jaisi chale hai, aeji kchhuye jaisi chale hai
Mere banne ka najuk mukhada albela matwala hai
Mere banne ka najuk mukhada albela matwala hai
Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Baith sidhi ari samdhan na dikh ye garmi
Man le har tu ab chhod de ye hathdharmi
Ja ri ja mai nahi in bato se dabne wali
Ja ri ja mai nahi in bato se dabne wali
Tere muh kon lage yu na dikha besharmi
Tere muh kon lage yu na dikha besharmi
Ha mere banne ki sas nikammi, sasure hai das number ke
Aeji, sasure hai das number ke ha, ha sasure hai das number ke
Mere banni ki nanad nikhatu dhang bure hai ghar bharke
Aeji, dhang bure hai ghar bharke ha, ha dhang bure hai ghar bharke
Oo ho, teri dulhan ka sara gharana aafat chhipakar pala hai
Teri dulhan ka sara gharana aafat chhipakar pala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai
Meri bani ke rup se ghar me charo taraf ujiyala hai
Mere banne ki bat na puchho, mera banna hariyala hai....
Posted by : {Anamika Tyagi}
Mere Banne Ki Baat Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: mere banne ki baat MP3 songs, mere banne ki baat lyrics, related albums and music archive results.

