mere dil pe haath MP3 Song
About mere dil pe haath MP3 Song
mere dil pe haath is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ mere dil pe haathCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Mere Dil Pe Haath Category / Artist: Anuradha Paudwal | ↧ Save As |
Mere Dil Pe Haath Song Lyrics
Movie or Album: Kuch Dil Ne Kaha (2002)
Singer(s): Udit Narayan, Anuradha Paudwal
Music Director(s): Lalit Sen
Lyricist(s): Bipin Chandra Chaugule
Lyrics
mere dil pe hath rakh do, apne dil ke sath rakh do - (2)
kuchh kuchh hone laga hai dekho, yeh dil khone laga hai dekho - (2)
yeh gaya, woh gaya, kho gaya
mere dil pe hath rakh do, apne dil ke sath rakh do
kuchh kuchh hone laga hai dekho, yeh dil khone laga hai dekho
yeh gaya, woh gaya, kho gaya
mere dil pe hath rakh do, apne dil ke sath rakh do
le lo mujhko baaho me, kar lo band nigaho me
ham tum yar akele hain, pyar ki tanha raaho me
hai, yeh dil dhak dhak karta hai, bas kuchh bhee ho sakta hai
dil aisa divana hai, mujhko toh darr lagta hai
yeh gaya, woh gaya, kho gaya
mere dil pe hath rakh do, apne dil ke sath rakh do
kuchh kuchh hone laga hai dekho, yeh dil khone laga hai dekho
yeh gaya, woh gaya, kho gaya
mere dil pe hath rakh do, apne dil ke sath rakh do
jab se too iss dil me hai, jan meree mushkil me hai
teree meree mohabbat ka, charcha har mehfil me hai
ha jahan kahee ham jate hain, sare hansi udate hain
arre woh dekho aate hain, arre woh dekho jate hain
yeh gaya, woh gaya, kho gaya
mere dil pe hath rakh do, apne dil ke sath rakh do - (2)
o mere dil pe hath rakh do, apne dil ke sath rakh do
(kuchh kuchh hone laga hai dekho
yeh dil khone laga hai dekho) - (2)
yeh gaya, woh gaya, kho gaya
mere dil pe hath rakh do, apne dil ke sath rakh do
mm hm hm hm hm hm......... la la la la la.....
la la la la la......... mm mm mm mm mm.........
la la la la la la la la.........
mm hm hm hm hm hm hm hm.........
aa ha ha ha ha ha ha ha.........
Mere Dil Pe Haath Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: mere dil pe haath MP3 songs, mere dil pe haath lyrics, related albums and music archive results.


