logo

mere mehboob tu mujhko MP3 Song

mere mehboob tu mujhko MP3 song cover

About mere mehboob tu mujhko MP3 Song

Looking for mere mehboob tu mujhko? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ mere mehboob tu mujhkoCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Mere Mehboob Tu Mujhko Category / Artist: Mana Dey ↧ Save As

Mere Mehboob Tu Mujhko Song Lyrics

Song Title = Mere Mehboob Tu Mujhko
Movie/album = Haseena Maan Jayegi 1968
Category / Artist = Mana Dey
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics: Mere Mehboob Mujhako Tu Itana Bata
Song Lyrics Movie or Album: Haseena Maan Jaayegi (1968)
Singer(s): Asha Bhosle, Manna Dey
Music Director(s): Kalyanji-Anandji
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi

Hindi Lyrics

mere mehboob - (2)
mere mehboob mujhako tu itana bata - (2)
main kawaara marunga ya shaadhi shuda - (2)
na kawaara mare na tu shaadi shuda - (2)
bich mein tujhako latakaake rakh de khuda - (2)

tum aurat jaat ho jaalim, tumhaari jaat mein chakkar - (2)
tumhaare din mein chakkar hai, tumhaari raat mein chakkar
ho chakram hoon ke khaata hoon teri har baat mein chakkar
kabhi jasbaat chakkar mein, kabhi jasbaat mein chakkar
inn tere chakkaron se bachaaye khuda - (2)
main kawaara marunga ya shaadhi shuda - (2)
na kawaara mare na tu shaadi shuda - (2)
bich mein tujhako latakaake rakh de khuda - (2)

aa aa... (hamaare chaahanewaale bade rangin milate hai -2)
mohabbat se nahin waakib tamaashaabin milate hai
are dil phenk hamase ishq ka ijhaar karata hai
hamein maalum hai tujhase take ke sin milate hai
jisake tum na khuda usaka haafiz khuda - (2)
bich mein tujhako latakaake rakh de khuda - (2)
mere mehboob mujhako tu itana bata - (2)
main kawaara marunga ya shaadhi shuda - (2)

chali aaogi tum khinchkar main aisa haal kar dunga - (2)
tee maike ko jor-e-ishq se sauraal kar dunga
agar ban jaaogi meri toh maalaamaalkar dunga
agar thukraao toh bewafa kangaal kar dunga
ha ha kangaal kar dunga

teri kismat ka aanchal phaadkar rumaal kar dunga - (2)
tere bangale ko dekar badduwa main chaal kar dunga
ha ha ha chaal kar dunga
tere kuche mein, kuche mein, aage kya tha bhalaare haan
tere kuche mein piada iss tarah bhuchaal kar dunga
ki dehraadun ko main waadiye gadwaal kar dunga
aji gadwaal kar dunga

tere baaba pe apana jor istemaal kar dunga
tamacha ek tamacha do tamache maarkar main gaal usake laal kar dunga
main ik dum ?? khaakar jindagi baamaal kar dunga
lagaaunga jo main thokar (use footbaal kar dunga -2)
agar kuchh na kar paaya toh itana yaad rakh jaalim
tere baaba ki baaba ki baaba ki
teri baaba ki mehfil mein main (bhuk hadtaal kar dunga -3)

lekin chhoti si ek arj hai, ke chori chori khila dena halawa jara
ho chori chori khila dena halawa jara
main kawaara marunga ya shaadhi shuda
main kawaara marunga marunga marunga marunga

Mere Mehboob Tu Mujhko Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: mere mehboob tu mujhko MP3 songs, mere mehboob tu mujhko lyrics, related albums and music archive results.