logo

mere piya gaye rangoon MP3 Song

mere piya gaye rangoon MP3 song cover

About mere piya gaye rangoon MP3 Song

This archive page brings together results connected with mere piya gaye rangoon, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ mere piya gaye rangoonCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Mere piya gaye rangoon Category / Artist: Shamshad Begham ↧ Save As
◉ Mere Piya Gaye Rangoon Category / Artist: Chitalkar ↧ Save As

Mere piya gaye rangoon Song Lyrics

Song Title = Mere piya gaye rangoon
Movie/album = Patanga 1949
Category / Artist = Shamshad Begham
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Mere piya gaye rangoon
Song Lyrics Movie : Patanga 1949
Singer : Shamshad Begham

mp3 songs

Chitalkar: hello,hindustan ka dehradun
hello,main rangoon se bol raha hoon
main apni biwi renukadevi se baat karna
chahata hun
haan haan

Shamshad: mere piya, ho mere piya gaye rangoon
kiya hai wahaan se teliphoon
tumhari yaad sataati hai, jiya men aag
lagaati hai

mere piya, ho mere piya gaye rangoon
kiya hai wahaan se teliphoon
tumhari yaad sataati hai, jiya men aag
lagaati hai

Chitalkar: ham chhod ke hindustan,bahut
pachhtaaye
bahut pachhtaaye
hui bhool jo tum ko saath na lekar aaye
ham burma ki galiyon men,
aur tum ho dehradun
tumhari yaad sataati hai,
jiya men aag lagaati hai

Shamshad: meri bhookh pyaas bhi kho gayi gham
ke maare
gham ke maare
main adhmui si ho gai gham ke maare
tum bin saajan,
janvari farvari ban gaye mayi aur jun
tumhaari yaad sataati hai,
jiya men aag lagaati hai

Chitaklar: aji tumse bichhadke ho gaye ham
sanyaasi
kha lete hain jo mil jaaye
rukhi sukhi baasi
aji lungi baandh ke karen guzaara
bhool gaye patloon
tumhaari yaad sataati hai,
jiya men aag lagaati hai
Posted by : {Anju}

Mere piya gaye rangoon Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: mere piya gaye rangoon MP3 songs, mere piya gaye rangoon lyrics, related albums and music archive results.