logo

meri galiyon mein ana MP3 Song

meri galiyon mein ana MP3 song cover

About meri galiyon mein ana MP3 Song

meri galiyon mein ana is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ meri galiyon mein anaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Meri Galiyon Mein Ana Category / Artist: Asha Bhosle ↧ Save As

Meri Galiyon Mein Ana Song Lyrics

Song Title = Meri Galiyon Mein Ana
Movie/album = Chakkar Pe Chakkar 1977
Category / Artist = Asha Bhosle
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Meri Galiyon Mein Ana Jana Ban
Song Lyrics Movie = Chakkar Pe Chakkar (1977)
Singer = Asha Bhosle
Music Director = Kalyanji, Anandji
Song Lyricists = Verma Malik

Mp3 Song Lyrics

((tut pani ho tut pani marjani ye jawani kyu ayi
mera galiyo me aana jana band ho gaya
mera galiyo me aana jana band ho gaya
kaha jau kaha jau ghabrau mai chupau kisse
bairi rup mera sab ki pasand ho gaya
bairi rup mera sab ki pasand ho gaya
koi mera pyar mange koi ikrar mange
dil bekarar hua ab kya karu
ek hi to dil hai badi muskil hai isse ha kahu ya use ha kahu
are jan na pahchan hai ye itna nadan hai ye itna nadan
meri marzi ke bina razamand ho gaya
meri marzi ke bina razamand ho gaya
tut pani marjani ye jawani kyu ayi
mera galiyo me aana jana band ho gaya
mera galiyo me aana jana

aa gaya dekho jiska mujhe intzar tha
jiski nigaho pe mera dil nisar tha
mai to janu tum na jano jiski kahaniya
suno thanedar ji uski nisaniya uski nisaniya
kavi si boli hai tote si nak hai
palke langur si hai ap jaisi ankh hai
bholi sakal wala galo pe til wala
niyat hai bhediye ki pathar ke dil wala
jake tu use pakad muft me do do chapal
khada hai piche jakar baante chakkar pe chakkar

lagta hai ullu jaisa lomdi si dum hai
bas chalak hai girgit ke rang hai
koi daya nahi koi sharam nahi
koi iman nahi koi dharam nahi
bada jallad hai wo bada katil hai wo
us pe najar meri uspe hi dil hai
le jawa tera dil le jawa tera dil le jawa tera dil
yahi kahi hai kanhaiya jao dhundo re sipahiya
mera dil to usi ka razamand ho gaya
mera dil to usi ka razamand ho gaya
tera galiyo me aana jana band ho gaya
tera galiyo me aana jana band ho gaya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Meri Galiyon Mein Ana Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: meri galiyon mein ana MP3 songs, meri galiyon mein ana lyrics, related albums and music archive results.