meri marzi teri raza MP3 Song
About meri marzi teri raza MP3 Song
Looking for meri marzi teri raza? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ meri marzi teri razaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Meri Marzi Teri Raza Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Meri Marzi Teri Raza Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Diliwaali Zaalim Girlfriend (2015)
Singer = K Mohan
Music = Meet Bros, Anjjan
Lyrics = Kumaar
Music Label = T-Series
Mp3 Song Lyrics
Jahaan se chalta hoon
Wahin laut aata hoon
Aansu nikal padte hain
Jab bhi muskurata hoon (2)
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu ye pooche tu bata
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye Khuda? (2)
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu ye pooche tu bata
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye Khuda?
Oh ho Khuda...
Khwabon mein hai daraarein
Aankhon mein dikhne lagin hain
Saanson ki tooti diwaarein
Kaandhe pe tikne lagi hai (2)
Kis baat ki mujhko mili hai sazaa
Tu hi jaanta hai ye mujhe kya pataa
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye Khuda
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye Khuda
Kismat mein hai dhoop lekin
Chaaon bhi kahin toh hogi
Jahaan manzilein hongi apni
Koi aisi zameen toh hogi (2)
Paaon dhoondte hain jo raasta
Jaane kis mod pe woh hai chupa
Tu hi bataa...
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye Khuda
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu ye pooche tu bata
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye Khuda?
Meri marzi.. teri razaa
Meri marzi.. teri razaa
Meri marzi.. teri razaa
mein hai kyun faasla...
Oh ho Khuda......
Posted by : {Anamika Tyagi}
Meri Marzi Teri Raza Video Song
Related Albums
Browse this topic: meri marzi teri raza MP3 songs, meri marzi teri raza lyrics, related albums and music archive results.


