logo

mohabbat ke din ho MP3 Song

mohabbat ke din ho MP3 song cover

About mohabbat ke din ho MP3 Song

This archive page brings together results connected with mohabbat ke din ho, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ mohabbat ke din hoCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Mohabbat Ke Din Ho Category / Artist: Alka Yagnik ↧ Save As

Mohabbat Ke Din Ho Song Lyrics

Song Title = Mohabbat Ke Din Ho
Movie/album = Farz 2001
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Song Title = Mohabbat Ke Din Ho
Movie/Album = Farz 2001
Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan

Mp3 Song Lyrics
((--MALE--
(Mohabbat ke din ho, mohabbat ki raatein
Kabhi khatm naa ho mohabbat ki baatein) - 2

--FEMALE--
Yeh meri zindagi ab tere naam hai
Tu hai meri subhaa, tu meri shyaam hai
Dilbar tujhe pyaar karna ab mera kaam hai

--MALE--
Yeh meri zindagi ab tere naam hai
Tu hai meri subhaa, tu meri shyaam hai
Dilbar tujhe pyaar karna ab mera kaam hai
Mohabbat ke din ho, mohabbat ki raatein
Kabhi khatm naa ho mohabbat ki baatein

Khwaabon mein dekha jisse, tu hai vahi dilrooba
Chaahoon main kitna tujhe tujhko nahin hai pataa

--FEMALE--
Darrta hai dil, jaao sanam
Yun naa mujhe chaaho sanam
Hum jo hue milke judaa
Socho zara, phir hoga kya

--MALE--
Abhi to mile ho, naa tum aisa socho
Meri chaahaton ka yun rastaa naa roko

--FEMALE--
Oh, yeh meri zindagi ab tere naam hai
Tu hai meri subhaa, tu meri shyaam hai
Dilbar tujhe pyaar karna ab mera kaam hai

--CHORUS--
Mohabbat ke din ho, mohabbat ki raatein
Kabhi khatm naa ho mohabbat ki baatein

--MALE--
Tere sivaa ab mujhe kuch yaad aata nahin
Betaab rehta hoon main, yun dard jaata nahin

--FEMALE--
Deewangi mushkil badi
Main kya karoon, mujhko bataa
Is dard ki kya hai davaa
Tu jo kahe mangoon duaan

--MALE--
Ho, yeh dil hai deewana, nahin maanta hai
Sivaa ishq ke kuch nahin jaanta hai

--FEMALE--
Hey, yeh meri zindagi

--MALE--
Ab tere naam hai

--FEMALE--
Tu hai meri subhaa

--MALE--
Tu meri shyaam hai

--FEMALE--
Dilbar tujhe pyaar karna

--MALE--
Ab mera kaam hai

--CHORUS--
Mohabbat ke din ho, mohabbat ki raatein
Kabhi khatm naa ho mohabbat ki baatein...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Mohabbat Ke Din Ho Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: mohabbat ke din ho MP3 songs, mohabbat ke din ho lyrics, related albums and music archive results.