logo

mujhe sirf barbaadiyaan MP3 Song

mujhe sirf barbaadiyaan MP3 song cover

About mujhe sirf barbaadiyaan MP3 Song

Looking for mujhe sirf barbaadiyaan? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ mujhe sirf barbaadiyaanCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Mujhe Sirf Barbaadiyaan Category / Artist: K K ↧ Save As

Mujhe Sirf Barbaadiyaan Song Lyrics

Song Title = Mujhe Sirf Barbaadiyaan
Movie/album = Swaha 2010
Category / Artist = K K
Mp3 Song Lyrics
Song lyrics : Barbaadiyaan
Song lyrics Movie Or Album: Swaha
Singer(S): KK, Rikkee

Song lyrics
 
O Ho Ho Ho O O O O Ho.....

O O O O.....
Mujhe Jindagi Se Muhabbat Bahot Thi
Shikaayat Ko Majbur Hoon Abb
Ghumon Ki Yeh Lapate Uthi Iss Tarah Se
Ki Inamein Jala Ja Raha Sab
Main Tinake Ke Jaise Uda Ja Raha Hoon
Chali Waqt Ki Aandhiyaan
Jahaan Dekhata Hoon Najar Aa Rahi Hai
Mujhe Sirf Barbaadiyaan Barbaadiyaan Barbaadiyaan....

Samandar Mein Duba Huwa Shaqs Hoon Main
Kinaare Bahot Dur Hai
Main Woh Shaqs Tha Chaand Ki Sochata Tha
Sitaarein Bahot Dur Hain
Main Kaanton Pe Chal Toh Raha Hoon
Magar Meri Aadat Mein Shaamil Nahi Yeh
Jo Manjil Najar Aa Rahi Mujhako Aaj
Haan Sach Puchho Manjil Nahi Yeh
Main Tinake Ke Jaise Uda Ja Raha Hoon
Chali Waqt Ki Aandhiyaan
Jahaan Dekhata Hoon Najar Aa Rahi Hai
Mujhe Sirf Barbaadiyaan Barbaadiyaan Barbaadiyaan....

Main Iss Bebasi Pe Hasu Ya Main Rou, Yeh Aasaan Nahi Faisala
Main Unchaaio Se Gira Aur Girunga, Shuru Ho Chuka Silsila
Haan Kismat Ki Baaton Pe Kudart Ke Kisso Pe
Abb Toh Yakin Aa Raha
Haan Jo Waqt Hai Meri Kismat Mein Likha, Wahin Waqt Le Ja Raha
Main Tinake Ke Jaise Uda Ja Raha Hoon
Chali Waqt Ki Aandhiyaan
Jahaan Dekhata Hoon Najar Aa Rahi Hai
Mujhe Sirf Barbaadiyaan Barbaadiyaan Barbaadiyaan....

Mujhe Sirf Barbaadiyaan Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: mujhe sirf barbaadiyaan MP3 songs, mujhe sirf barbaadiyaan lyrics, related albums and music archive results.