mujhko khuda ne MP3 Song
About mujhko khuda ne MP3 Song
mujhko khuda ne is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ mujhko khuda neCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Mujhko Khuda Ne Category / Artist: Sonu Nigam | ↧ Save As |
Mujhko Khuda Ne Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album : Pyaar Tune Kya Kiya
Singer(s): Sonu Nigam
Lyrics
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
hum Dono Ko Milna Tha Jaana Pyaar Yunhi Khilna Tha Jaana
meri Aankhon Mein Teri Saason Mein Bas Tu Hi Hai Jaana
mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya

tu Rahe To Rahe Meri Zindagi Kehta Hoon Rab Se
sang Tere Bitaoon Mein Har Khushi Ab Se Yahin Se
tera Naam Meri Zubaan Se Na Jaaye
jo Tu Na Rahe To Meri Jaan Jaaye
meri Aankhon Mein Meri Hi Saason Mein Bus Tu Hi Hai Jaana
mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
faasle Ho Rahe Hai Kam Jaaneman Bas Ek Pal Mein
ek Jaan Ban Gaye Hai Yeh Do Badan Bas Ek Pal Mein
yeh Jo Bhi Nasha Hai Bada Hi Maza Hai
yahan Dhadkano Ke Yehi To Sada Hai
meri Aankhon Mein Meri Hi Saason Mein Bus Tu Hi Hai Jaana
mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
hum Dono Ko Milna Tha Jaana Pyaar Yunhi Khilna Tha Jaana
meri Aankhon Mein Teri Saason Mein Bas Tu Hi Hai Jaana
mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
tujhse Milke Yoon Laga Manzil Meri Hai Yahan
Mujhko Khuda Ne Video Song
Browse this topic: mujhko khuda ne MP3 songs, mujhko khuda ne lyrics, related albums and music archive results.