logo

mujhko yaaron maaf karna MP3 Song

mujhko yaaron maaf karna MP3 song cover

About mujhko yaaron maaf karna MP3 Song

This archive page brings together results connected with mujhko yaaron maaf karna, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ mujhko yaaron maaf karnaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Mujhko yaaron maaf karna Category / Artist: Mukesh ↧ Save As

Mujhko yaaron maaf karna Song Lyrics

Song Title = Mujhko yaaron maaf karna
Movie/album = Main Nashe Mein Hoon 1959
Category / Artist = Mukesh
Mp3 Song Lyrics
song lyrics title : Mujhko yaaron maaf karna
song lyrics movie/album : MAIN NASHE MEIN HOON
Singer(s):  MUKESH

Song Lyrics:

Saahib sharaab peene de, masjid mein baithkar
Ya woh jagah bataa de, jahan par khuda na ho

Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Ab to moomkin hai behakna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

Kal ki yaaden mit rahi hain, dard bhi hain kam
Ab jara aaraam se aa jaa raha hai dam
Are aa jaa raha hai dam
Kam hain ab dil ka tadapna, main nashe mein hoon
Ab to moomkin hai behakna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

Dhal chuki hai raat kab ki, ooth gayi mehfil
Main kahan jaoon nahi koi meri manzil
Nahi koi meri manzil
Do kadam mushkil hai chalna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

Hai jara si baat aur chhalke hain kuch pyaale
Warna jaane kya kahenge ye jahanwale
Kahenge ye jahanwale
Tum bas itna yaad rakhna, main nashe mein hoon
Ab to moomkin hai behakna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

Mujhko yaaron maaf karna Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: mujhko yaaron maaf karna MP3 songs, mujhko yaaron maaf karna lyrics, related albums and music archive results.