naam se kya lena MP3 Song
About naam se kya lena MP3 Song
naam se kya lena is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ naam se kya lenaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Naam Se Kya Lena Category / Artist: Kishor Kumar | ↧ Save As |
Naam Se Kya Lena Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Marte Dam Tak (1987)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Ravindra Jain
Director = Mehul Kumar
Music Label = T-Series
Starring = Raaj Kumar, Govinda, Farha Naaz
Release on = 17th July, 1984
mp3 songs
((Naam se kya lena mera kam dekho yaro
Naam se kya lena mera kam dekho yaro
Arey naam to hota hai badnaam yaro
Kis ko kaha se uthana hai
Kis ko kaha pahuchana hai
Ye apna dhanda purana hai
Kam ka mai leta hu inam dekho yaro
Kam ka mai leta hu inam dekho yaro
Arey naam se kya lena mera kam dekho yaro
Naam se kya lena mera kam dekho yaro
Mere nagmo ke diwane hai kai kai
Yaha waha mere nishane hai kai
O mere nagmo ke diwane hai kai kai
Yaha waha mere nishane hai kai
Abhi mujhe parde hatane hai kai
Logo ko tmashe dikhane hai kai
Jaldi jaldi bhar lo ke zam dekho yaro
Jaldi jaldi bhar lo ke zam dekho yaro
Hath jal jayenge ye sham dekho yaro
Dil aapka bahlana hai apna bhi kam bnana hai
Ye apna dhanda purana hai
Naam se kya lena mera kam dekho yaro
Naam se kya lena mera kam dekho yaro
Arey naam to hota hai badnaam yaro
Duniya me paisa nchaye sabko
Yahi hai jo rasta bhulaye sabko
Paise ki tamana staye sabko
Par ye gale na lagaye sabko
Paise ki tamana staye sabko
Par ye gale na lagaye sabko
Paise ka zamana gulam dekho yaro
Paise ka zamana gulam dekho yaro
Arey sab kare salam isko dekho yaro
Zami ko phalak se mila ke rakh du
O ho aag pani me mila ke rakh du
Zami ko phalak se mila ke rakh du
Pathar ko bhi hila ke rakh du
Sari mehfil ko nacha ke rakh du
Khel to dikhaya anzam dekho yaro
Khel to dikhaya anzam dekho yaro
Kam abhi karunga tamam dekho yaro
Yaha jogi mera nishana hai
Pyar se le jana hai
Ye apna dhanda purana hai...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Naam Se Kya Lena Video Song
Browse this topic: naam se kya lena MP3 songs, naam se kya lena lyrics, related albums and music archive results.


