logo

nai ri lagan aur MP3 Song

nai ri lagan aur MP3 song cover

About nai ri lagan aur MP3 Song

This archive page brings together results connected with nai ri lagan aur, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ nai ri lagan aurCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Nai Ri Lagan Aur Category / Artist: Yesudass ↧ Save As

Nai Ri Lagan Aur Song Lyrics

Song Title = Nai Ri Lagan Aur
Movie/album = Alaap 1977
Category / Artist = Yesudass
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Nai Ri Lagan Aur Meethi Batiyan
Song Lyrics Movie : Alaap (1977)
Singers : Kattassery Joseph Yesudas, Ustad Faiyaz Khan
Song Lyricists : Rahi Masoom Raza
Music Composer : Jaidev Verma
Director : Hrishikesh Mukherjee
Music Label : Saregama

mp3 songs

Nayi ri lagan aur mithi batiyaan
Piya jaane aur jiya mora jaane, sakhi
Kaaga ja, ja ja ja
Kaaga ja, ja ja ja
Kis kis baat pe dhadake chhatiyaan
Kis kis baat pe dhadake chhatiyaan
Piya jaane aur jiya mora jaane, sakhi
Nayi ri lagan aur mithi

Baal bhi ulajhe hain sapane bhi
Baal bhi ulajhe hain sapane bhi
Duje laage hain apane bhi
Ho gaye ham kyon aise divaane
Ho gaye ham kyon aise divaane
Piya jaane aur jiya mora jaane, sakhi
Nayi ri lagan aur mithi

Kaaga ja, ja ja ja
Kaaga ja, ja ja ja
Ja re kaaga ja, ja ja ja, ja re

Na de more piya ko sandesava
Ja ja ja re ja re
Kaaga ja
Piya naahi aaye, piya naahi aaye
More aali kaise kare man kab jaayun
Piya naahi aaye, piya naahi aaye

Barase badaraiya saavan ki
Barase badaraiya saavan ki
Saavan mein gum kyon mera manava
Saavan mein gum kyon mera manava
Bhanak suni piya aavan ki
Bhanak suni piya aavan ki
Bhanak suni piya aavan ki
Umad ghumad chahun dish so aayo
Bijuri chamake jhar laavan ki
Barase badaraiya saavan ki....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Nai Ri Lagan Aur Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: nai ri lagan aur MP3 songs, nai ri lagan aur lyrics, related albums and music archive results.