logo

naye zamane ki hoon MP3 Song

naye zamane ki hoon MP3 song cover

About naye zamane ki hoon MP3 Song

Looking for naye zamane ki hoon? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download

Naye Daur Ka Dekho Logon Song Lyrics

Song Title = Naye Daur Ka Dekho Logon
Movie/album = Taqdeer Ka Tamasha 1990
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Song Title = Naye Daur Ka Dekho Logon
Movie/Album = Taqdeer Ka Tamasha (1990)
Singers = Alka Yagnik, Anand Shrivastav
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Anand Gaekwad

Mp3 Song Lyrics

((Naye daur ka dekho logon
Naye daur ka dekho logon
Naya naya phanda
Kisi mein koi haya rahi na
Kisi mein koi laaz

Naye daur ka dekho logon
Naye daur ka dekho logon
Naya naya phanda
Kisi mein koi haya rahi na
Kisi mein koi laaz

Haye, laaz

Mohe aayi na, mohe aayi na
Jag se laaz mai
Aise jham ke nachi aaj
Ki sandil ki sandil
Ki sandil tut gaye, ki sandil tut gaye
Mohe aayi na jag se laaz main
Aise jham ke nachi aaj
Ki sandil tut gaye, ki sandil tut gaye
Ki sandil tut gaye, ki sandil tut gaye

Bhade ka sandil pahani
Bade ka sandil pahani hai
Mang ke laayi haar
Lagta hai ye cheese isko
Mili hai pahale baar

Bhade ka sandil pahani hai
Mang ke laayi haar
Lagta hai ye cheese isko
Mili hai pahale baar

Bhade ka lekin ye to apna hai

Chandi jaisa rup hai mera
Sone jaise baal
Bas main hi dhanwaan hu logon
Ye kadka kangaal
Ye kadka kangaal

Chandi jaisa rup hai mera
Sone jaise baal
Bas mai hi danwaan hu logon
Ye kadka kangaal
Ho o ye kadka kangaal

Iske sare purje dheele
Iske sare purje dheele
Bejaa hua kharab
Apna hosh gavaa baiti hai
Pee hai bahut sharab

Iske sare purje dheele
Bejaa hua kharab
Apna hosh gavaa baiti hai
Pee hai bahut sharab

Are abhi pee kaha hai jaani
Aage aage dekh

La pila, la pila de sathiya
Paimana paimane ke baad
La pila de sathiya
Paimana paimane ke baad
Pyar mai tujhko karungi
Beech aa jane ke baad
La pila de sathiya
Paimana paimane ke baad
Pyar mai tujhko karungi
Beech aa jane ke baad

La pila de re sathya

Yaaro isko chadh gayi jayada
Yaaro isko chadh gayi jayada
Ho gayi hai behaal
Pagalpan ka padh gaya daura
Karne lagi hai dhamaal

Yaaro isko chadh gayi jayada
Yaaro isko chadh gayi jayada
Ho gayi hai behaal
Pagalpan ka padh gaya daura
Karne lagi hai dhamaal

O no mujhe pagal kaha haye

Dewaro se milkar
Rona acha lagata hai
Ab main pagal ab main pagal
Aisa lagta hai

Dewaro se milkar
Rona acha lagata hai
Ab main pagal ab main pagal
Aisa lagta hai

Are ye naach gana ho
Raha hai ya pagal pana

Aafat aayi hai aayi hai
Aafat aayi hai
Mushkil hai rahna bacha mera bhagwan
Mushkil hai rahna bacha mera bhagwan
Ye ladki kaali maayi hai

Aafat aayi hai aayi hai
Aafat aayi hai
Aafat aayi hai aayi hai
Aafat aayi hai
Aafat aayi hai aayi hai
Aafat aayi hai
Aafat aayi hai aayi hai
Aafat aayi hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Naye Daur Ka Dekho Logon Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song


Browse this topic: naye zamane ki hoon MP3 songs, naye zamane ki hoon lyrics, related albums and music archive results.