nazar nazar mein haale dil MP3 Song
About nazar nazar mein haale dil MP3 Song
nazar nazar mein haale dil is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ nazar nazar mein haale dilCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Nazar Nazar Mein Haale Dil Category / Artist: Asha Bhosle | ↧ Save As |
Nazar Nazar Mein Haale Dil Song Lyrics
Movie/Album Name: HATHYAR
Singer(s) : ASHA BHOSLE, MOHAMMAD SALAMAT
Lyrics:
ASHA BHOSLE
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
ASHA BHOSLE
(dil sekdo hain jinmein dil ek hain nishana
tera bhi dil deewana mera bhi dil deewana) - 2
yeh teer hain nazar ka jaane kaha lagega
rab jaane aaj kisika naseeba jagega
(shama se bachke yeh parwana kaha jalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain) - 2
ASHA BHOSLE
(tumko bhi yeh pata hain hamko bhi yeh pata hain
yeh pyar ki umar hain yeh pyar ka nasha hain) - 2
MOHAMMAD SALAMAT
kyo dil ko ham sataye kyo dil ko ham jalaye
woh pyar ke zamane ham kaise bhool paye
ASHA BHOSLE
aaisa mauka haseen roj kaha milta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
Posted by : Ravi Sahu
Nazar Nazar Mein Haale Dil Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: nazar nazar mein haale dil MP3 songs, nazar nazar mein haale dil lyrics, related albums and music archive results.


