om sai ram MP3 Song
About om sai ram MP3 Song
This archive page brings together results connected with om sai ram, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ om sai ramCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Om Sai Ram Category / Artist: Suresh Wadkar | ↧ Save As |
Om Sai Ram Song Lyrics
Movie/album = Insaniyat Ke Dushman (1986)
Singers = Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Anu Malik
Director = Rajkumar Kohli
Starring = Dharmendra, Shatrughan Sinha, Anita Raaj,
Dimple Kapadia, Raj Babbar,
Sumeet Sehgal
Release on = 2nd January, 1986
Mp3 Song Lyrics
((Mujhe maf karna om sai ram
Mujhe maf karna om sai ram
Naam bahna ka lunga
Pahle phir bolunga main ram
Naam bahna ka lunga
Pahle phir bolunga main ram
Mujhe maf karna om sai ram
Mujhe maf karna om sai ram
Naam bhaiya ka lungi
Pahle phir bolungi main ram
Naam bhaiya ka lungi
Pahle phir bolungi main ram...
Hatho se main to bahna ko sajaunga
Bahna ki doli apne kandho pe uthaunga
Hatho se main to bahna ko sajaunga
Bahna ki doli apne kandho pe uthaunga
Bahan ke charno mein tirth mera
Main kyu jau charo dham
Mujhe maf karna om sai ram
Naam bhaiya ka lungi
Pahle phir bolungi main ram
Naam bahna ka lunga
Pahle phir bolunga main ram...
Bhaiya mein payi mainne daulat do jaha ki
Pyar pita ka paya mamta maa ki
Bhaiya mein payi mainne daulat do jaha ki
Pyar pita ka paya mamta maa ki
Bhaiya ko mere radha jo dekhe
Bhul jaye ek pal shyam
Mujhe maf karna om sai ram
Naam bahna ka lunga
Pahle phir bolunga main ram
Naam bhaiya ka lungi
Pahle phir bolungi main ram
Tujhse juda hai mera jeevan aise
Ram lakshman ki jodi ho jaise
Tujhse juda hai mera jeevan aise
Ram lakshman ki jodi ho jaise
Ram ko bhi lakshaman na kare
Main yad karu itna tera naam
Mujhe maf karna om sai ram
Mujhe maf karna om sai ram
Naam bhaiya ka lunga
Pahle phir bolunga main ram
Naam bhaiya ka lunga
Pahle phir bolunga main ram
Mujhe maf karna om sai ram
Mujhe maf karna om sai ram
Naam bhaiya ka lungi
Pahle phir bolungi main ram
Naam bhaiya ka lungi
Pahle phir bolungi main ram...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Om Sai Ram Video Song
Browse this topic: om sai ram MP3 songs, om sai ram lyrics, related albums and music archive results.


