logo

pagal hoon are MP3 Song

pagal hoon are MP3 song cover

About pagal hoon are MP3 Song

pagal hoon are is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ pagal hoon areCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Pagal Hoon Are Category / Artist: Kavita Krishnamoorthy ↧ Save As

Pagal Hoon Are Song Lyrics

Song Title = Pagal Hoon Are
Movie/album = Dil Pe Mat Le Yaar 2000
Category / Artist = Kavita Krishnamoorthy
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Pagal
Song Lyrics Movie = Dil Pe Mat Le Yaar (2000)
Singers = Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Piyush Mishra
Music Composer = Vishal Bhardwaj
Director = Hansal Mehta
Music Label = Zee Records
Starring = Manoj Bajpayee, Tabu, Saurabh Shukla
Release on = 29th September, 2000

mp3 songs

Dil ki kothari mein jo
Rui ka pulanda hai
Dhimi aach sulgi hai us mein
Chhatar patar hoti hai
Khatar patar hoti hai
Meri sans uljhi hai us mein
Abhi to ghayal hu
Paa paa paagal hu are paagal
Pee pee paagal hu are paagal
Paagal hu are paagal
Pee pee paagal hu are paagal
Paagal

Main uda uda sa ghum sa gaya hu
Bin peeye hi sal jhum sa gaya hu
Dhuye ka badal hu
Paa paa paagal hu are paagal
Pee pee paagal hu are paagal

Main kho gaya main so gaya
Naha gaya baha gaya
Main jaa chuka tha aa gaya
Main aa ke phir se jaa gaya
Main jaake jaane kis taraf
Sama gaya iss taraf
Kahi pe main khada tha
Jab wo aayi jheel si
Kahi pe main khada tha
Jab wo aayi jheel si
Laher thi mere sab taraf
Wo neeli neeli si
Mere badan pe bund bund
Ban ke wo geeri
Mere to por por chand
Ban ke wo khili

Hai dil ke iss kinare pe
Chhunak gayi ghanti hai na
Hai dil ke iss kinare pe
Chhunak gayi ghanti
Sunle chup hawa mein
Bajha to jaise ghanti
Matak ke payal hu
Paa paa paagal hu are paagal
Pee pee paagal hu are paagal

Yaha khile waha khile
Yeh main kya kahu kaha kaha khile
Main iss taraf thi us taraf the
Aur taraf the sab taraf the
Janab aap paagal majak kare
Mijaaja humko paagalo ka jajta nahi
Mijaaja humko paagalo ka jajta nahi
Magar kare kya saath inse bachta nahi
Chalo ke aaj hum bhi inke kayal hue
Ke paagalo ke sang hum bhi paagal hue

Sach kahu meri jaan
Kya kya kya keh diya hai
Sach kahu meri jaan
Kya kya kya keh diya hai
Ek pal mein tho tho tho
Thik ho gaya main
Paa paa paagal hu
Paa paa paagal hu are paagal
Pee pee paagal hu are paagal
Main uda uda sa ghum sa gaya hu
Bin peeye hi sal jhum sa gaya hu
Dhuye ka badal hu
Paa paa paagal hu are paagal.

Posted by : Priyanka Shukla

Pagal Hoon Are Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: pagal hoon are MP3 songs, pagal hoon are lyrics, related albums and music archive results.