logo

parbat ki unchai par MP3 Song

parbat ki unchai par MP3 song cover

About parbat ki unchai par MP3 Song

Looking for parbat ki unchai par? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ parbat ki unchai parCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Parbat Ki Unchai Par Category / Artist: Suresh Wadkar ↧ Save As

Parbat Ki Unchai Par Song Lyrics

Song Title = Parbat Ki Unchai Par
Movie/album = Naag Mani 1991
Category / Artist = Suresh Wadkar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Parbat Ki Unchai Par Thehar Ga
Song Lyrics Movie = Naag Mani (1991)
Singers = Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Santosh Anand
Music Composer = Anu Malik
Director = V. Menon
Music Label = T-Series
Starring = Sumeet Sehgal, Shikha Swaroop, Kiran Kumar, Aruna Irani
Release on = 19th September, 1991

mp3 songs

Parwat ki unchai par
Parwat ki unchai par
Thahar gayi hai sham
Parwat ki unchai par
Thahar gayi hai sham
Leke tera naamleke tera naam
Tere path me deep jalaye
Tere path me deep jalaye
Baithi hu dil tham
Ho leke tera naam
Ho leke tera naam

Sawari badli ke saye me
Chand khada intzar me
Ho ab to aaja besabri se
Dedi mujhe bahar re
Sawari badri ke saye me
Chand khada intzar me
Ab to aaja besabri si
Dedi mujhe bahar ne
Ab to aaja besabri si
Dedi mujhe bahar ne
Teri soch me chod diye hai
Teri soch me chod diye hai
Dunia ke sab kam
Leke tera naamho leke tera naam

Teri yad me itni dubi
Jag anjana ho gaya
Ho mujhko bin batlaye mera
Dil diwana ho gaya
Teri yad me itna duba
Jag anjana ho gaya
Mujhko bin batlaye mera
Dil diwana ho gaya
Mujhko bin batlaye mera
Dil diwana ho gaya
Dard ki mari meera jaise
Dard ki mari meera jaise
Khoj rahi ho sham
Leke tera naam
Leke tera naam.....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Parbat Ki Unchai Par Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: parbat ki unchai par MP3 songs, parbat ki unchai par lyrics, related albums and music archive results.