logo

phir bhi chala hoon MP3 Song

phir bhi chala hoon MP3 song cover

About phir bhi chala hoon MP3 Song

phir bhi chala hoon is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ phir bhi chala hoonCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Phir Bhi Chala Hoon Category / Artist: XYZ ↧ Save As

Phir Bhi Chala Hoon Song Lyrics

Song Title = Phir Bhi Chala Hoon
Movie/album = Via Darjeeling 2008
Category / Artist = XYZ
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Phir Bhi Chala Hoon
Song Lyrics Movie : Via Darjeeling (2008)
Singers : Kunal Ganjawala
Song Lyricists : Mrityunjay Kumar Singh
Music Composer : Prabuddha Banerjee
Director : Arindam Nandy
Music Label : Saregama
Starring : Kay Kay Menon, Sonali Kulkarni, Vinay Pathak
Release on : 27th June, 2008

mp3 songs

Koyi raasta dikhata nahi hai phir bhi
Kisi aas se koyi waasta nahi phir bhi
Chala hu leke chala hu leke
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein
Bhare waadon se iss jahaa mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi juda ho phir bhi
Khuda hai phir bhi
Koyi raasta dikhata nahi hai phir bhi
Kisi aas se koyi waasta nahi phir bhi
Chala hu leke chala hu leke
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein
Bhare waadon se iss jahaa mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi juda ho phir bhi
Khuda hai phir bhi

Mere ham kadam yeh raaste, sang chal pade hai kahin
Koyi nahi apna pata, koyi manjile bhi nahi
Par hai yakin hogi koyi meri apni ik jameen, hogi koyi
Koyi aasmaan apna nahi hai phir bhi
Kuchh paane ka sapna nahi hai phir bhi
Chala hu leke, chala hu leke
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein
Bhare waadon se iss jahaa mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi, juda ho phir bhi khuda hai phir bhi

Kuchh baatein hai jo chal rahi sehami si yu koyi aa
Behaki behaki baatein karein yeh waadiya mere saath
Kuchh baatein hai jo chal rahi sehami si yu koyi aa
Behaki behaki baatein karein yeh waadiya mere saath
Saanson mein bhar kar ik sada chalati hai hawa mere saath
Parvat ke unche bampar mujhe le jaaye tere paas
Nahi tu phir bhi, kahin tu phir bhi
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein, bhare waadon se iss jahaan mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi, juda ho phir bhi  khuda hai phir bhi..

Posted by : {Anamika Tyagi}

Phir Bhi Chala Hoon Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: phir bhi chala hoon MP3 songs, phir bhi chala hoon lyrics, related albums and music archive results.