logo
Rab Kare Mujhko MP3 SONG

Rab Kare Mujhko MP3 Song

Listen to Rab Kare Mujhko from Mujhse Shaadi Karogi 2004. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Rab Kare Mujhko Category / Artist: Alka Yagnik Save As

Rab Kare Mujhko Song Lyrics

Song Lyrics Title = Rab Kare
Song Lyrics Movie = Mujhse Shaadi Karogi (2004)
Singer = Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricist = Jalees Sherwani
Music Director = Sajid , Wajid
Film Director = David Dhawan
Film Producer = Sajid Nadiadwala
Film cast = Salman Khan, Akshay Kumar, Priyanka Chopra,
 Amrita Arora, Amrish Puri, Satish Shah, Rajpal Yadav

mp3 songs

tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye

mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye

tu ada hai tu mohabbat
tu hi mera pyaar hai
mar mita hun mar mita hun
haan mujhe ikraar hai

jaanti hun hai sharaarat
yeh jo tera pyaar hai
kya karun main kya karun main
dil ko to inkaar hai

tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye

main haseena naazneena
har taraf yeh shor hai
tu deewaana ban gaya hai
dil pe kis ka zor hai

main deewaana kam nahin hun
haar kar na jaaunga
dil churaane aa gaya hun
dil chura le jaaunga

tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye
tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye

tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye ..

Posted by : {Anamika Tyagi}

Rab Kare Mujhko Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Rab Kare Mujhko, Mujhse Shaadi Karogi 2004 songs, related Alka Yagnik music and MP3 tracks.