sab kuch bhula diya MP3 Song
About sab kuch bhula diya MP3 Song
This archive page brings together results connected with sab kuch bhula diya, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ sab kuch bhula diyaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Sab Kuch Bhula Diya Category / Artist: Sonu Nigam | ↧ Save As |
Sab Kuch Bhula Diya Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album: Hum Tumhare Hain Sanam (2002)
Singer(s): Sonu Nigam
Lyrics
Humne Tumse, Tumne Hamaara Rishta Joda Gham Se
ek Vafa Ke Siva Kaunsi Khata Hui Thi Humse
kabhi Bandhan Juda Liya, Kabhi Daaman Chhuda Liya
kabhi Bandhan Juda Liya, Kabhi Daaman Chhuda Liya - 2
o Saathi Re
kaisa Sila Diya Yeh Vafa Ka Kaisa Sila Diya - 2
tere Vaade, Voh Iraade - 2
o Saathi Re
sab Kuch Bhoola Diya Yeh Vafa Ka Kaisa Sila Diya - 2
baat Kuch Samajh Na Aayi, Kami Kya Hum Mein Paayi
ek Tarfa Yeh Mohabbat Humi Ne Sirf Nibhaayi
jaam Chaahat Ka Dekar Zaher Nafrat Ka Pila Diya - 2
zaher Nafrat Ka Pila Diya
tere Vaade, Voh Iraade - 2
o Saathi Re
sab Kuch Bhoola Diya Yeh Vafa Ka Kaisa Sila Diya - 2
umr Bhar So Na Sakenge, Kisi Ke Ho Na Sakenge
ajnabi Tum Ho Jaao, Gair Hum Ho Na Sakenge
kisi Begaane Ki Khaatir Tumne Apnon Ko Bhoola Diya - 2
tumne Apnon Ko Bhoola Diya, Haan Apnon Ko Bhoola Diya
tere Vaade, Voh Iraade - 2
o Saathi Re
sab Kuch Bhoola Diya Yeh Vafa Ka Kaisa Sila Diya - 2
ab Mujhe Jeena Nahin Sanam, Yeh Zaher Peena Nahin Sanam - 2
janam Janmon Ka Naata Chand Lamhon Mein Mita Diya - 2
chand Lamhon Mein Mita Diya
tere Vaade, Voh Iraade - 2
o Saathi Re
sab Kuch Bhoola Diya Yeh Vafa Ka Kaisa Sila Diya - 2
kabhi Bandhan Juda Liya, Kabhi Daaman Chhuda Liya - 2
o Saathi Re
kaisa Sila Diya Yeh Vafa Ka Kaisa Sila Diya - 2
--chorus--
kaisa Sila Diya Yeh Vafa Ka Kaisa Sila Diya
--male--
o Mitwa Re, O Mitwa Re, O Mitwa Re, O Mitwa Re
--chorus--
(kaisa Sila Diya Yeh Vafa Ka Kaisa Sila Diya - 3)
Sab Kuch Bhula Diya Video Song
Browse this topic: sab kuch bhula diya MP3 songs, sab kuch bhula diya lyrics, related albums and music archive results.


