logo

sajan aa jao MP3 Song

sajan aa jao MP3 song cover

About sajan aa jao MP3 Song

This archive page brings together results connected with sajan aa jao, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ sajan aa jaoCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Sajan Aa jao Category / Artist: Asha Bhosle ↧ Save As

Sajan Aa jao Song Lyrics

Song Title = Sajan Aa jao
Movie/album = Aag Hi Aag 1987
Category / Artist = Asha Bhosle
Mp3 Song Lyrics
Hindi Song Title : Sajan Aa Jaao
Hindi Movie/Album Name: AAG HI AAG (1987)
Singer(s) : ASHA BHOSLE, SHABBIR KUMAR

Hindi Lyrics:

asha
saajan aa jaao - 4
waada yeh karle pyaar mein
kabhi hum juda na honge
saajan aa jaao - 2

(raaton mein tu, nindon mein tu
khwaabon mein hain tu hi tu
tu hai mere dil ki khushi
jine ki tu aarjoo) - 2
waada yeh karle pyaar mein
kabhi hum juda na honge
saajan aa jaao - 2

(rutha jo tu mujhse kabhi
mar jaayungi jiteji
tu jo nahi, tere bina
kya hai meri jindagi) - 2
waada yeh karle pyaar mein
kabhi hum juda na honge
saajan aa jaao - 2
sabbir
(ye jaan rahe, ya na rahe
hum dur honge nahi
ho ye jahaan, ya ho jahaan
tu hai jahaan main wahi)
asha
ye jaan rahe, ya na rahe
hum dur honge nahi
ho ye jahaan, ya ho jahaan
tu hai jahaan main wahin
sabbir
waada raha yeh pyaar mein
kabhi hum juda na honge

asha
saajan aa jaao - 2

both
waada yeh karle pyaar mein
kabhi hum juda na honge

Posted by : Ravi Sahu

Sajan Aa jao Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: sajan aa jao MP3 songs, sajan aa jao lyrics, related albums and music archive results.