logo

sajan ki ho manna MP3 Song

sajan ki ho manna MP3 song cover

About sajan ki ho manna MP3 Song

Looking for sajan ki ho manna? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ sajan ki ho mannaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Sajan Ki Ho manna Category / Artist: Mana Dey ↧ Save As

Sajan Ki Ho manna Song Lyrics

Song Title = Sajan Ki Ho manna
Movie/album = Devdas 1955
Category / Artist = Mana Dey
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics : Sajan Ki Ho Gayi Gori
Song Lyrics Movie or Album: Devdas (1955)
Singer(s): Geeta Dutt, Manna Dey
Music Director(s): S D Burman

Lyrics

Gi: Saajan Ki Ho Gayee Gori
saajan Ki Ho Gayee
ma: Haay Haay Re
gi: Ab Ghar Kaa Aangan Vides Laage Re, Saajan
both: Haay Haay Saajan Ki Ho Gayee Gori Saajan Ki Ho Gayee

gi: Sooni Si Laagen Maayke Ki Galiyaan
ma: Sooni Si Laagen
gi: Bhaayen Na, Na Na, Bhaayen Na Ab Ji Ko Bachpan Ki Sakhiyaan
ma: Bhaayen Na
gi: Nainon Mein Jhoome Bairi Ki Nadiyaan Man Ko Lubhaayen Sajiyaa Ki Kaliyaan
har Svaas Pi Kaa, Har Svaas Pi Kaa Sandes Laage Re
ab Ghar Kaa Aangan Vides Laage Re, Saajan
both: Haay Haay Saajan Ki Ho Gai Gori Saajan Ki Ho Gayee

gi: Kuchh Jaagi Jaagi, Kuchh Soi Soi
ma: Kuchh Jaagi Jaagi
gi: Baithi Hai Raadhe
ma: O Dekho, O Dekho, Baithi Hai Raadhe Sapnon Mein Khoyee, Dekho Baithi Hai Raadhe
gi: Chhedaa To Samjho Roi Ke Roi
aise Mein Isko Toke Na Koi
naajuktaa Pan, Naajuktaa Pan Pe Na Thes Laage Re
ab Ghar Kaa Aangan Vides Laage Re, Saajan
both: Haay Haay Saajan Ki Ho Gayee Gori Saajan Ki Ho Gayee

gi: Badhti Hai Pal Pal Agni Lagan Ki
ma: Badhti Hai Pal Pal
gi: Chatke Hai Nas Nas Komal Badan Ki
ma: Chatke Hai Nas Nas
gi: Ham Jaante Hain Sab Iske Man Ki
ab Ho Chuki Ye Apne Sajan Ki
naihar Kaa Jeevan
naihar Kaa Jeevan Kales Laage Re
ma: Ab Ghar Kaa Aangan Vides Laage Re Saajan
both: Haay Haay Saajan Ki Ho Gayee Gori Saajan Ki Ho Gayee

Sajan Ki Ho manna Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: sajan ki ho manna MP3 songs, sajan ki ho manna lyrics, related albums and music archive results.