sajan le jayega tujhko MP3 Song
About sajan le jayega tujhko MP3 Song
This archive page brings together results connected with sajan le jayega tujhko, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ sajan le jayega tujhkoCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Sajan Le Jayega Tujhko Category / Artist: Lata Mangeshkar | ↧ Save As |
Sajan Le Jayega Tujhko Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Gaban (1966)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Krishan Chopra, Hrishikesh Mukherjee
Music Label = Saregama
Starring = Sunil Dutt, Sadhana, Kanhaiyalal
mp3 songs
Sajan le jayega tujhko ghar
Or tujh par kya kya sitam dhayega
Sajan le jayega tujhko ghar
Or tujh par kya kya sitam dhayega
Tujhse mangega pyar bhara dil
Or tujhko rah rahke tadpayega
Dil ke mahal me bithayega tujhko
Dil ke mahal me bithayega tujhko
Aankho ki madira pilayega tujhko
Aankho ki madira pilayega tujhko
Hatho se jab tu chhupa legi mukhda
Hatho se jab tu chhupa legi mukhda
So so tarah se satayega tujhko
So so tarah se satayega tujhko
Jab chedega wo bar bar
Pasina dulhan ko aa jayega
Sajan le jayega tujhko ghar
Or tujh par kya kya sitam dhayega
Ulfat se ulfat ki hongi do bate
Ulfat se ulfat ki hongi do bate
Chandi ke din honge sone ki rate
Chandi ke din honge sone ki rate
Mandir jawani ke dengi badhai
Mandir jawani ke dengi badhai
Gati chalenge milan ki barate
Gati chalenge milan ki barate
Tare barshayega ye gagan
Sajan to phulo ko barshayega
Sajan le jayega tujhko ghar
Or tujh par kya kya sitam dhayega
In gore haathon ko dil par rakhega
In gore haathon ko dil par rakhega
Teri sunega kuchh apni kahega
Julfo se khelega fir wo deewana
Julfo se khelega fir wo deewana
Gunghat me chanda ko dekha karega
Haay haay log dalenge phulo ke haar
Wo ghajare bahoon ke pahenayega
Sajan le jayega tujhko ghar
Or tujh par kya kya sitam dhayega
Tujhse mangega pyar bhara dil
Or tujhko rah rahke tadpayega.....
Posted By : {Anamika Tyagi}
Sajan Le Jayega Tujhko Video Song
Browse this topic: sajan le jayega tujhko MP3 songs, sajan le jayega tujhko lyrics, related albums and music archive results.


