logo

sanyia sautaniya ke ghar MP3 Song

sanyia sautaniya ke ghar MP3 song cover

About sanyia sautaniya ke ghar MP3 Song

sanyia sautaniya ke ghar is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download

Sanyia Sautaniya Ke Ghar Song Lyrics

Song Title = Sanyia Sautaniya Ke Ghar
Movie/album = Insaaf Ki Manzil 1987
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Sanyia Sautaniya Ke Ghar Gaye
Song Lyrics Movie = Insaaf Ki Manzil (1987)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Mithilesh Maan Singh
Music Composer = Chitragupta Shrivastava
Music Label = T-Series
Starring = Poonam Dhillon, Menka Das Gupta Gupta,
Bhushan Jeevan, Jyoti Patel, Shekhar Suman

mp3 songs

Saiyyan sautaniya ke ghar gaye
O mora jee se utar gaye
Saiyyan sautaniya ke ghar gaye
O mora jee se utar gaye
Karke waada haay
Karke waada mukar gaye
O mora jee se utar gaye
Saiyyan sautaniya ke ghar gaye
Haay mora jee se utar gaye saiyyan

Pehale apne paas bulaye
Has haske humko fusalaye
Pehale apne paas bulaye
Has haske humko fusalaye
Humko fusalaye
Ratiya humare sang bitaye
Ratiya humare sang bitaye
Ratiyi bitai ke kidhar gaya haay
Haay mora jee se utar gaye
Saiyyan sautaniya ke ghar gaye
O mora jee se utar gaye saiyyan

Ho gayi suni mori sajariya
Dhoondhn pee ko gayi main bazariya
Ho gayi suni mori sajariya
Dhoondhn pee ko gayi main bazariya
Gayi main bazariya
Raah mein mil gaye baake sawariya
Pherke nazariya ghuzar gayo re
O mora jee se utar gaye
Saiyyan sautaniya ke ghar gaye
Haay mora jee se utar gaye saiyyan

Duniya ko hum kyaa samjhaye
Haal jeeya ka kise sunaye
Duniya ko hum kyaa samjhaye
Haal jeeya ka kise sunaye kise sunaye
Bedardi ko kese bataye
Bedardi ko kese bataye
Karna na tha jo woh so kar gaye
O mora jee se utar gaye
Saiyyan sautaniya ke ghar gaye
Haay mora jee se utar gaye saiyyan

Karke waada haan
Karke waada mukar gaye
O mora jee se utar gaye
Saiyyan sautaniya ke ghar gaye
Haay mora jee se utar gaye saiyyan..

Posted by : {Anamika Tyagi}

Sanyia Sautaniya Ke Ghar Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song


Browse this topic: sanyia sautaniya ke ghar MP3 songs, sanyia sautaniya ke ghar lyrics, related albums and music archive results.