sawan nahin bhadon nahin MP3 Song
About sawan nahin bhadon nahin MP3 Song
This archive page brings together results connected with sawan nahin bhadon nahin, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ sawan nahin bhadon nahinCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Sawan nahin bhadon nahin Category / Artist: Suresh Wadkar | ↧ Save As |
Sawan nahin bhadon nahin Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Kudrat 1981
Singers : Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Song Lyricists : Majrooh Sultanpuri
Music Composer : Rahul Dev Burman
Music Director : Rahul Dev Burman
Director : Chetan Anand
Music Label : Saregama
Starring : Raaj Kumar, Rajesh Khanna, Hema Malini, Vinod Khanna, Priya Rajvansh, Aruna
Irani, Deven Verma
mp3 songs
Oo sawan nahi bhado nahi
Sawan nahi bhado nahi
Oo bindiya wali bata
Bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli kidhar chamki
Tune kabhi dekha hai kya
Tune abhi dekha hai kya
Pagle nazar to utha
Bin badal bijli idhar chamki
Oo bin badal bijli idhar chamki
Arey sunkar ke mele ki
Jhum hum aaye hai tumhre gav
Sunkar ke mele ki
Jhum hum aaye hai tumhre gav
Ha gori sambhalo hume
Kar do chunariya ki chhav
Gori sambhalo hume
Kar do chunariya ki chhav
Arey dil pe kahi,
Dil pe kahi gir na pade
Dhadke hamara jiya
Bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli kidhar chamki
Dikhti nahi sar pe dhup
Sawan ke andhe ho kya haha
Dikhti nahi sar pe dhup
Sawan ke andhe ho kya
Bijli kaha bhaware
Gora badan hai mera
Arey bijli kaha bhaware
Gora badan hai mera
Arey thoda sa mai balkha gayi
Thoda sa mai balkha gayi
To jhuma mera jhumka
Ho bin badal bijli idhar chamki
Oo bin badal bijli idhar chamki
Oo sawan nahi bhado nahi
Sawan nahi arey bhado nahi
Oo bindiya wali bata
Bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli idhar chamki
Oo bin badal bijli kidhar chamki
Ha bin badal bijli idhar chamki
Posted by : {Anju}
Sawan nahin bhadon nahin Video Song
Browse this topic: sawan nahin bhadon nahin MP3 songs, sawan nahin bhadon nahin lyrics, related albums and music archive results.


