shama hoon mai MP3 Song
About shama hoon mai MP3 Song
shama hoon mai is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ shama hoon maiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Shama Hoon Mai Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Shama Hoon Mai Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Meet Mere Man Ke (1991)
Singers = Salma Agha
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Composer = Babul Bose
Director = Mehul Kumar
Music Label = Tips Music
Starring = Feroz Khan, Salma Agha,
Prosenjit, Ayesha Jhulka
mp3 songs
((Shama hu main jalna
Meri zindagi
Shama hu main jalna
Meri zindagi
Main jalke bhi khush hu
Agar roshni hai
Agar roshni hai
Ajal se subah mujhse
Ruthi hayi hai
Ajal se subah mujhse
Ruthi hayi hai
Main jalke bhi khush hu
Agar roshni hai
Agar roshni hai
Shama hu main
Jalna meri zindagi
Sajayi gayi jab bhi
Khushiyon ki mehfil
Mujhe log karte rahe
Usme shamil
Sajayi gayi jab bhi
Khushiyon ki mehfil
Mujhe log karte rahe
Usme shamil
Mere chahne walo ki
Hai ye nawazish
Dua unko deta rahega
Mera dil
Ye hi kehne ye aag
Sar pe rakhi hai
Ye hi kehne ye aag
Sar pe rakhi hai
Main jalke bhi khush hu
Agar roshni hai
Agar roshni hai
Shama hu main
Jalna meri zindagi
Mujhe kuch mila na mile
Gam nahi hai
Mujhe dusaro ki khushi
Kam nahi hai
Mujhe kuch mila na mile
Gam nahi hai
Mujhe dusaro ki khushi
Kam nahi hai
Mukaddar se mujhko
Andhere mile hai
Andhero mein saya
Humdum nahi hai
Sikayat jaha se mujhe
Kab rahi hai
Sikayat jaha se mujhe
Kab rahi hai
Main jalke bhi khush hu
Agar roshni hai
Agar roshni hai
Shama hu main
Jalna meri zindagi
Mohabbat se aabad
Saari zami hai
Mohabbat ki hi roshni
Har kahi hai
Mohabbat se aabad
Saari zami hai
Mohabbat ki hi roshni
Har kahi hai
Mohabbat ka dushman
Bana kyu zamana
Mohabbat nahi hai to
Kuch bhi nahi
Mohabbat ka hi naam
To bandagi hai
Mohabbat ka hi naam
To bandagi hai...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Shama Hoon Mai Video Song
Related Albums
Browse this topic: shama hoon mai MP3 songs, shama hoon mai lyrics, related albums and music archive results.


