shishe ki umar MP3 Song
About shishe ki umar MP3 Song
shishe ki umar is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ shishe ki umarCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Shishe Ki Umar Category / Artist: Kishor Kumar | ↧ Save As |
Shishe Ki Umar Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Prem Pratigyaa (1989)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Bapu
Music Label = T-Series
Starring = Mithun Chakraborty, Madhuri Dixit,
Vinod Mehra
Release on = 2nd May, 1989
mp3 songs
((Shishe ki umra pyaale ki akhir bisaat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Shishe ki umra pyaale ki akhir bisaat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Arey tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Hum apne liye jite hai
Humko jaha se kya
Hum khoon jigar pite hai
Humko jaha se kya
Hum apne liye jite hai
Humko jaha se kya
Hum khoon jigar pite hai
Humko jaha se kya
Ek raat ki hoti hai shama
Is ki hayaat kya
Shishe ki umra pyaale ki akhir bisaat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Haaye tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Bhul ja kasame toad de vaade
Na badale kisi ne yaha irade
Husan bhi jhutha pyar bhi jhutha
Wafa bhi jhuthi yaar bhi jhutha
Rahi ye duniya kiski hokar
Marde duniya ko tu thokar
Khud ka nahi hai bharosa koi
Duniya ka saath kya
Shishe ki umra pyaale ki akhir bisaat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Arey tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Rone se kahi acha hai
Tu gaale jhum ke
Phulo ka jala de ye sina
Tu kanto ko chum le
Rone se kahi acha hai
Tu gaale jhum ke
Phulo ka jala de ye sina
Tu kanto ko chum le
Hum diwane hai
Diwano ko din kya hai raat kya
Shishe ki umra pyaale ki akhir bisaat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Arey tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Shishe Ki Umar Video Song
Browse this topic: shishe ki umar MP3 songs, shishe ki umar lyrics, related albums and music archive results.


