logo

such much main to MP3 Song

such much main to MP3 song cover

About such much main to MP3 Song

This archive page brings together results connected with such much main to, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ such much main toCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Such Much Main To Category / Artist: Kumar Sanu ↧ Save As

Such Much Main To Song Lyrics

Song Title = Such Much Main To
Movie/album = Chehraa 2005
Category / Artist = Kumar Sanu
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Such Much Main To
Song Lyrics Movie = Chehraa
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anu Malik
Director = Saurabh Shukla
Music Label = T-Series
Starring = Bipasha Basu, Dino Morea, Preeti Jhangiani
Release on = 18th February, 2005

mp3 songs

Sach much main to deewana ho gaya
Jaane kaha ye dil kho gaya
Sach much main to deewana ho gaya
Jaane kaha ye dil kho gaya
Aankhon aankhon ek hi cheharaa
Dhadkan Dhadkan ek hi naam
Tere siwa ab iss duniya mein
Aur nahi koi mujhko kaam

Sach much main to deewani ho gayi
Apani shuru kahani ho gayi
Sach much main to deewani ho gayi
Apani shuru kahani ho gayi
Haay haay haay
Aankhon aankhon ek hi cheharaa
Dhadkan Dhadkan ek hi naam
Tere siwa ab iss duniya mein
Aur nahi koi mujhko kaam
Sach much main to deewana ho gaya

Aur kisi pe nazar na thehri
Dekha hai tujhko jab se
Ha teri mohabbat mil gayi mujhko
Aur main kya mangu rab se
Ho bhul gaye ham dono jaha ko
Ishq mein aise chur huye
Kho gaye hum to ab yaado mein
Iss duniya se dur huye
Sach much main to deewana ho gaya
Jaane kaha ye dil kho gaya
Haay haay haay
Aankhon aankhon ek hi cheharaa
Dhadkan Dhadkan ek hi naam
Tere siwa ab iss duniya mein
Aur nahi koi mujhko kaam
Sach much main to deewana ho gaya

Ias dharti se us ambar tak
Cheharaa tera lehraye
Shokh bahaaro ka ye mausam
Teri hee khushbu laaye
He dil paagal hai baat na maane
Kaise isko samajhaau
Kaisa mera haal hai yaar a
Kaise tujhko batalaau
Sach much main to deewani ho gayi
Apani shuru kahani ho gayi
Haay haay haay
Aankhon aankhon ek hi cheharaa
Dhadkan Dhadkan ek hi naam
Tere siwa ab iss duniya mein
Aur nahi koi mujhko kaam
Aankhon aankhon ek hi cheharaa
Dhadkan Dhadkan ek hi naam
Tere siwa ab iss duniya mein
Aur nahi koi mujhko kaam
Sach much main to deewani ho gayi
Sach much main to deewana ho gaya.

Posted by : Priyanka Shukla

Such Much Main To Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: such much main to MP3 songs, such much main to lyrics, related albums and music archive results.