logo

tauba yeh matwali chaal MP3 Song

tauba yeh matwali chaal MP3 song cover

About tauba yeh matwali chaal MP3 Song

Looking for tauba yeh matwali chaal? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tauba yeh matwali chaalCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tauba Yeh Matwali Chaal Category / Artist: Mukesh ↧ Save As
◉ Tauba Yeh Matwali Chaal Category / Artist: Mukesh ↧ Save As

Tauba Yeh Matwali Chaal Song Lyrics

Song Title = Tauba Yeh Matwali Chaal
Movie/album = Pathar Ke Sanam 1967
Category / Artist = Mukesh
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Tauba Yeh Matwali Chaal
Song Lyrics Movie : Pathar Ke Sanam (1967)
Singer-Mukesh
 Lyrics-Majrooh
MD-Laxmikant Pyarelal

mp3 songs

taubaa ye matwaali chaal,
jhuk jaaye phoolon ki daal
taubaa ye matwaali chaal,
jhuk jaaye phoolon ki daal
chaand aur sooraj aakar maangen,
tujhse rang-e-jamaal
haseenaa! teri misaal kahaan
taubaa ye matwaali chaal,
jhuk jaaye phoolon ki daal
chaand aur sooraj aakar maangen,
tujhse rang-e-jamaal
haseenaa! teri misaal kahaan
taubaa ye matwaali chaal

sitam ye adaaon ki raanaaiyaan hain
sitam ye adaaon ki raanaaiyaan hain
kayaamat hai kyaa teri angdaaiyaan hain
bahaar-e-chaman ho, ghataa ho dhanak ho
bahaar-e-chaman ho, ghataa ho dhanak ho
ye sab teri soorat ki parchhaiyaan hain
ke tan se, udtaa gulaal kahaan
taubaa ye matwaali chaal,
jhuk jaaye phoolon ki daal
chaand aur sooraj aakar maangen,
tujhse rang-e-jamaal
haseenaa! teri misaal kahaan
taubaa ye matwaali chaal

taubaa ye matwaali chaal,
jhuk jaaye phoolon ki daal
taubaa ye matwaali chaal,
jhuk jaaye phoolon ki daal
chaand aur sooraj aakar maangen,
tujhse rang-e-jamaal
haseenaa! teri misaal kahaan
taubaa ye matwaali chaal

hoon main bhi deewaanon kaa ik shahzaadaa
hoon main bhi deewaanon kaa ik shahzaadaa
tujhe dekhakar, ho gayaa kuchh zyaadaa
Khudaa ke liye mat buraa maan jaanaa
Khudaa ke liye mat buraa maan jaanaa
ye lab chhoo liye hain, yoon hi be-iraadaa
nashe mein itnaa khayaal kahaan
taubaa ye matwaali chaal,
jhuk jaaye phoolon ki daal
chaand aur sooraj aakar maangen,
tujhse rang-e-jamaal
haseenaa! teri misaal kahaan
taubaa ye matwaali chaal

Tauba Yeh Matwali Chaal Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tauba yeh matwali chaal MP3 songs, tauba yeh matwali chaal lyrics, related albums and music archive results.