logo

tera gam dil me liye MP3 Song

tera gam dil me liye MP3 song cover

About tera gam dil me liye MP3 Song

tera gam dil me liye is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tera gam dil me liyeCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tera Gam Dil Me Liye Category / Artist: Alka Yagnik ↧ Save As

Tera Gam Dil Me Liye Song Lyrics

Song Title = Tera Gam Dil Me Liye
Movie/album = Rok SakoTo Rok Lo 2004
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Song  lyrics Title : Tera GHam Dil Mein Liye
Song  lyrics Movie/Album Name: ROK SAKO TO ROK LO
Singer(s) : SONU NIGAM, ALKA YAGNIK

 Lyrics --MALE--
Mm mm, mm mm

--FEMALE--
Tera gham dil mein liye
Aankhen nam hont siye
Kaho na koi yun kaise jiye
Kaise jiye, kaise jiye

--MALE--
Tera gham dil mein liye
Aankhen nam hont siye
Kaho na koi yun kaise jiye
Kaise jiye, kaise jiye

--FEMALE--
Khaamoshiyaan yahan hai
Veeraaniyaan yahan hai
Soone se hain raaste
Jaane hum kahan hai, jaane hum kahan hai
Bhooli si baat liye
Yaadon ki yaad liye

--MALE--
Kaho na koi yun kaise jiye

--FEMALE--
Kaise jiye, kaise jiye
Tera gham dil mein liye
Aah aah, aah aah, aah aah aah

--MALE--
Dhua dhua nazar hai
Soya soya shaher hai
Bujhne ko hai zindagi
Kaisa yeh safar hai, kaisa yeh safar hai
Jalaakar dil ke diye
Yunhi hum toota kiye

--FEMALE--
Tera gham dil mein liye

--MALE--
Aankhen nam hont siye
Kaho na koi yun

--FEMALE--
Kaho na koi yun kaise jiye
Kaise jiye, kaise jiye

--MALE--
Kaise jiye, kaise jiye

--BOTH--
Kaise jiye, kaise jiye

Tera Gam Dil Me Liye Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tera gam dil me liye MP3 songs, tera gam dil me liye lyrics, related albums and music archive results.