logo

tere paas aa ke MP3 Song

tere paas aa ke MP3 song cover

About tere paas aa ke MP3 Song

Looking for tere paas aa ke? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tere paas aa keCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tere Paas Aa Ke Category / Artist: XYZ ↧ Save As

Tere Paas Aa Ke Song Lyrics

Song Title = Tere Paas Aa Ke
Movie/album = Neela Aakash 1965
Category / Artist = XYZ
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Tere Paas Aa Ke Mera Waqt
Song Lyrics Movie : Neela  Aakash (1965)

mp3 songs

tere paas aa ke
mera waqt guzar jaata hai
tere paas aa ke
mera waqt guzar jaata hai
do ghadi ke liye
gham jaane kidhar jaata hai
jab kabhi door se tu mujh ko nazar aata hai
pyaar hans kar meri aankhon mein sanwar jaata hai
tere paas aa ke mera
waqt guzar jaata hai

tu wohi hai jise
iss dil ne sadaayen di hain
tu wohi hai jise
iss dil ne sadaayen di hain
tu wohi hai jise
nazron ne duaayen di hain
tu wohi hai ke jo
dil le ke mukar jaata hai
do ghadi ke liye
gham jaane kidhar jaata hai
tere paas aa ke mera
waqt guzar jaata hai

jaam itne teri masti bhari aankhon se piye
aaaa
jaam itne teri masti bhari aankhon se piye
bekhudi mein tujhe sajde meri nazron ne kiye
tere jalwon mein khudaa
mujhko nazar aata hai
pyaar hans kar meri
aankhon mein sanwar jaata hai
tere paas aa ke mera
waqt guzar jaata hai

teri yaadon se main
ghabraa ke chali aati hoon
teri yaadon se main
ghabraa ke chali aati hoon
main har ek qaid ko
thukraa ke chali aati hoon
main nahin aati
mujhe pyaar idhar laata hai
pyaar hans kar meri
aankhon mein sanwar jaata hai
do ghadi ke liye gham jaane kidhar jaata hai
tere paas aa ke
mera waqt guzar jaata hai

Tere Paas Aa Ke Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tere paas aa ke MP3 songs, tere paas aa ke lyrics, related albums and music archive results.