logo

teri mehfil mein kismat MP3 Song

teri mehfil mein kismat MP3 song cover

About teri mehfil mein kismat MP3 Song

teri mehfil mein kismat is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ teri mehfil mein kismatCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Teri mehfil mein kismat Category / Artist: Qawalli ↧ Save As

Teri mehfil mein kismat Song Lyrics

Song Title = Teri mehfil mein kismat
Movie/album = Mughal E Azam 1960
Category / Artist = Qawalli
Mp3 Song Lyrics
Song lyrics title : Teri mehfil mein kismat azama kar
Song lyrics movie : Mughal-e-Azam (1963)
Singer : Shamshad Begum , Lata Mangeshkar
Director : K. Asif
Music Director: Naushad
 Lyricist: Shakeel Badayuni

mp3 songs lyrics

Teri mehifl mein kismat azma kar hum bhi dekhenge,
ghadi bhar ko tere nazdik aakar hum bhi dekhenge. ..(2)

Teri mehifl mein kismat azma kar hum bhi dekhenge,
Tera kadmo pe sar apna juka kar hum bhi dekhenge ..(2)

Baharein aaj paigam-e-mohbbat leke aayi hai,
badi muddat mein umeedoine ki kaliyaN muskarayi hain...(2)
Gham-e-dil se zara daman bachakar hum bhi dekhenge..(2)

Agar dil gam se khali ho to jeene ka maza kya hai,
na ho khun-e-jigar to ashq peene ka maza kya hai..(2)
Mohbbat mein zara aansoo beha kar hum bhi dekhenge..(2)
Teri mehfil mein...

Mohbat karne walonka itna hi afsana ,
tadpna chupke chupke aah bharna ghutke marjana...(2)
Kisi din ye tamasha muskara ke hum bhi dekhenge..(2)
Teri mehfil mein..

Mohbat humne mana zindgi barbad kar di
ye kya kam hai ke mar jane par duniya yaad karti hai..(2)
kisi ke ishq mein duniya lootakar hum bhi dekhenge..(2)

Tera kadmo pe sar apna juka kar hum bhi dekhenge.
Ghadi bhar ko tere nazdik aakar hum bhi dekhenge.
Teri mehifl mein kismat azma kar hum bhi dekhenge.)

Posted by : {Anamika Tyagi}

Teri mehfil mein kismat Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: teri mehfil mein kismat MP3 songs, teri mehfil mein kismat lyrics, related albums and music archive results.