teri yaad jab aati hai MP3 Song
About teri yaad jab aati hai MP3 Song
This archive page brings together results connected with teri yaad jab aati hai, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ teri yaad jab aati haiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Teri Yaad Jab Aati Hai Category / Artist: Lucky Ali | ↧ Save As |
Teri Yaad Jab Aati Hai Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album: Kabhi Aisa Lagta Hain 2004
Singer(s): Lucky Ali
Lyrics
Teri Yaad Jab Aati Hai
meri Aankh Bhar Jaati Hai
hum To Bichhde U Mil Mil Ke
khwab Tooten Hain Is Dil Ke
yehi Gum Mujhe Sataayega
phir Tu Laut Ke Na Aayega
phir Bhi Tere Aane Ka Intezar Karta Hoon
pyar Sirf Tumse , Pyar Sirf Tumse Yaar Karta Hoon
maine Vaada To Nibhaya Tha
socha Kabhi Naa Sataya Tha
phir Bhi Jaane Anjaane Mein Kahin
tera Dil To Naa Dukhaya Tha
kaisa Dastoor Hai Jaana
sab Kuch Jaan Ke Hai Sab Sehna
yaar Tujhpe Main Ye Jaan Nisaar Karta Hoon
pyar Sirf Tumse, Pyar Sirf Tumse Yaar Karta Hoon
sunle Sadaaaaaa (3)
sunleaa.. Sunle aaaaaa.sunle Sadaaaaaa|. Sunleaa.
teri Sehmi Sehmi Baton Mein
khoya Chand Mulaqaton Mein
aaye Nazar Vo Saare Makaam
tera Pata Yaad Rehna Naam
ye Dil Tujhe Na Bhulaayega
kya Tu Phir Se Laut Aayega
main To Khud Ko Bakaraar Baar Baar Karta Hoon
pyar Sirf Tumse , Pyar Sirf Tumse Yaar Karta Hoon
pyar Sirf Tumse , Pyar Sirf Tumse...
Teri Yaad Jab Aati Hai Video Song
Browse this topic: teri yaad jab aati hai MP3 songs, teri yaad jab aati hai lyrics, related albums and music archive results.


