logo

thaam thaam dil ko MP3 Song

thaam thaam dil ko MP3 song cover

About thaam thaam dil ko MP3 Song

This archive page brings together results connected with thaam thaam dil ko, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ thaam thaam dil koCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Thaam thaam dil ko Category / Artist: Asha Bhosle ↧ Save As

Thaam thaam dil ko Song Lyrics

Song Title = Thaam thaam dil ko
Movie/album = Naka Bandi 1990
Category / Artist = Asha Bhosle
Mp3 Song Lyrics
Song Title : Thaam Thaam Dil Ko Le Thaam
Movie/Album Name: NAAKAA BANDI
Singer(s) : ASHA BHOSLE

Lyrics:

(thaam thaam  zara dil ko le thaam
dil ko le thaam zaraa dil ko le thaam) - 2
rekhaa ko dekhaa tuune hemaa ko dekha
nargis ko dekhaa tuune nuutan ko dekha
zaraa idhar palat kar dekh
main lagati huun shridevi lagati huun - 2
thaam thaam  zara dil ko le thaam
dil ko le thaam zaraa dil ko le thaam)

madhuubaalaa jaisi beauty hai meri aashaa paarekh jaisi chaal
talent minaa kumaari kaa mujhamein jinat kaa jalavaa jalaal
hai saadhanaa ki vo saadagi bhi mumataaz vaalaa dhamaal
maalaa vahidaa ki sab kuubiyaan hain vaijanti ke sab qamaal
rekhaa ko dekhaa tuune hemaa ko dekha
nargis ko dekhaa tuune nuutan ko dekha
zaraa idhar palat kar dekh
main lagati huun shridevi lagati huun - 2
thaam thaam  zara dil ko le thaam
dil ko le thaam zaraa dil ko le thaam)

dance karanaa jaanuun romance karanaa jaanuun
jo chaahe mujhase karavaa lo
hero heroine comedian villain ka
dialogue koyi bulavaa lo
are o saambhaa kitane aadami the
bahut naayinsaaphi hai
goli chhah aadami tin
haa haa haa dhishum dhishum dhishum dhishum
ab teraa kyaa hogaa re kaaliya
rekhaa ko dekhaa tuune hemaa ko dekha
nargis ko dekhaa tuune nuutan ko dekha
zaraa idhar palat kar dekh
main lagati huun shridevi lagati huun - 2
thaam thaam  zara dil ko le thaam
dil ko le thaam zaraa dil ko le thaam)

ho tragedy role yaa comedy role har role mein huun main fit
jo bhi mujhe role degaa film mein usaki film hogi hit
kar duungi ek din chhutti main sabaki qaayam karuungi misaal
picture mein degaa jo chance mujhako ho jaayegaa maalaamaal
rekhaa ko dekhaa tuune hemaa ko dekha
nargis ko dekhaa tuune nuutan ko dekha
zaraa idhar palat kar dekh
main lagati huun shridevi lagati huun - 2
thaam thaam  zara dil ko le thaam
dil ko le thaam zaraa dil ko le thaam)

 ....posted by--RAVI SAHU

Thaam thaam dil ko Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: thaam thaam dil ko MP3 songs, thaam thaam dil ko lyrics, related albums and music archive results.