logo

thaath nawabi baat MP3 Song

thaath nawabi baat MP3 song cover

About thaath nawabi baat MP3 Song

Looking for thaath nawabi baat? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ thaath nawabi baatCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Thaath Nawabi baat Category / Artist: Alka Yagnik ↧ Save As

Thaath Nawabi baat Song Lyrics

Song Title = Thaath Nawabi baat
Movie/album = Indian 2001
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Song lyrics Title : Thaath Nawaabi
Song lyrics Movie/Album Name: INDIAN
Singer(s) : ANAND RAJ ANAND AND ALKA YAGNIK

 Lyrics --MALE--
Thaath nawaabi, baat nawaabi
Waah teri kya baat hai, hoye, hoye, hoye, hoye
Thaath nawaabi, baat nawaabi
Waah teri kya baat hai
Chunnu ki mummy, Raju ki maami
Waah teri kya baat hai
Hey, rootho nahin aise yaar humse
Karo kuch pyaar vyaar humse
Dil deewane ka todo na
Kisko padhaaogi chehraa kitaabi
Thaath nawaabi, baat nawaabi
Waah teri kya baat hai
Chunnu ki mummy, Raju ki maami
Waah teri kya baat hai

Oh jaane jaana, maine yeh maana
Der se aana mera rog hai puraana

--FEMALE--
Dekho ji peeche bilkul na aana
Main na maanoongi na na nahin nahin na na

--MALE--
Maan jaao na jaaneman
Sab tumhaara hai tan mann dhan
Bin tumhaare hai kya mera
Muqaddar ke taale ki tum hi ho chaabi
Thaath nawaabi, baat nawaabi
Waah teri kya baat hai

--FEMALE--
Oye, hoye, hoye, hoye, hoye
Thaath nawaabi, baat nawaabi
Waah teri kya baat hai

--MALE--
Ho, tumse mohabbat kitni hai humko
Yeh jaanta hai saara zamaana

--FEMALE--
Haan, mujhko bataao, main na rahi to
Kya karoge yeh saara zamaana

--MALE--
Main yeh maanta hoon dilbar
Chot tumko di hai dil par
Maafi maang loonga ghar par
Raste pe tu na karo yeh kharaabi

--FEMALE--
Sau baatein karna, aur ek nibhaana
Theek hi to hai mera rooth jaana

--MALE--
Maana tadapti ho, par sab samajhti ho
Kitni mahaan ho tum jaane jaana

--FEMALE--
Chhodo chhodo chhodo naatak
Yun sataaoge tum kab tak

--MALE--
Maan jaaogi na jab tak
Dekho to mausam hai kitna gulaabi
Thaath nawaabi, baat nawaabi
Waah teri kya baat hai

--FEMALE--
Haaye, haaye, haaye, haaye, haaye
Thaath nawaabi, baat nawaabi
Waah teri kya baat hai

--MALE--
Haaye, Chunnu ki mummy, Raju ki maami
Waah teri kya baat hai
Hey, rootho nahin aise yaar humse
Karo kuch pyaar vyaar humse
Dil deewane ka todo na
Kisko padhaaogi chehraa kitaabi

Thaath Nawabi baat Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: thaath nawabi baat MP3 songs, thaath nawabi baat lyrics, related albums and music archive results.