thoda sa pyaar MP3 Song
About thoda sa pyaar MP3 Song
thoda sa pyaar is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ thoda sa pyaarCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Thoda Sa PyaAr 2011 Category / Artist: SUNIDHI CHAUHAAN | ↧ Save As | |
| ◉ Thoda Sa Pyaar Category / Artist: Shefali Alvaris | ↧ Save As |
Thoda Sa Pyaar Song Lyrics
Song lyrics movie: Kuchh Luv Jaisaa - 2011
singer : Naresh Iyer, Shefali
Film/Album : Kucch Luv Jaisaa
Music Director : Pritam
Lyricist : Irshad Kamil
Music Label : T-Series
mp3 song
lyrics
I dream of you everynight
Will you walk into my lie
Kabhi main jeena chaahun, kabhi main bhoolun jeena
Kabhi main maangu aise, duaayein sau baar
Ho thoda sa pyaar
Kabhi main chaahun yeh ho
Kabhi main chaahun woh ho
Kabhi main bhi kisi ka karun intezar
Ho thoda sa pyaar
Thoda sa badle, thoda sa behle, thoda sa machle
Yeh dil khwaab ki baar
Meri bhi hai tamanna (meri bhi hai tamanna)
Kisi ko toh hai bhanna (kisi ko toh hai bhanna)
Kisi se jhootha roothun
Karun main takraar
Ho thoda sa pyaar
Milta hi nahin, dhoonda hai lakh
Woh chehra zamaane mein
Jiska roz hi aata hai naam sa
Dil ke fasaane mein
Milta hi nahin, dhoonda hai lakh
Woh chehra zamaane mein
Jiska roz hi aata hai naam sa
Dil ke fasaane mein
Rozana usse dhoondu
Rozana usse bhoolun
Rozana usse paalun, khayalon pe sawaar
Ho thoda sa pyaar
Thoda sa badle, thoda sa behle, thoda sa machle
Yeh dil khwaab ki baar
Meri bhi hai tamanna (meri bhi hai tamanna)
Kisi ko toh hai bhanna (kisi ko toh hai bhanna)
Kisi se jhootha roothun
Karun main takraar
Ho thoda sa pyaar (ho thoda sa pyaar)
I dream of you everynight (everynight)
Will you walk into my lie
And walk me boy forever
Stay with me
Lafzon mein kahin, jaane kyun khoyi hai
Meri kahani hi
Apni baaton ko, accha hai main kahun
Apni zubaani hi
Zara sa main jala hoon
Zara sa main bhuja hoon
Zara sa main dhua hoon
Hawaaon pe sawaar
Ho thoda sa pyaar
Thoda sa badle, thoda sa behle, thoda sa machle
Yeh dil khwaab ki baar
Meri bhi hai tamanna
Kisi ko toh hai bhanna
Kisi se jhootha roothun
Karun main takraar
Ho thoda sa pyaar - 4 times
Posted by : {Anju}
Thoda Sa Pyaar Video Song
Browse this topic: thoda sa pyaar MP3 songs, thoda sa pyaar lyrics, related albums and music archive results.


