toone dil ke rakibon sang MP3 Song
About toone dil ke rakibon sang MP3 Song
Looking for toone dil ke rakibon sang? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ toone dil ke rakibon sangCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Toone Dil Ke Rakibon Sang Category / Artist: Sonu Nigam | ↧ Save As |
Toone Dil Ke Rakibon Sang Song Lyrics
Movie/Album Name : Bewafa Sanam Vol 7 1997
Singer : Sonu Nigam
Hindi album released in 1997
Lyrics
Toone dil ke rakibon sang Mere
o dil pe chalai chhuriyan
O dil pe chalai chhuriyan
Tujhko tujhko taras na aaya
Na dekhi meri majbooriyan
Na dekhi meri majbooriyan
Toone dil ke rakibon sang Mere
o dil pe chalai chhuriyan
O dil pe chalai chhuriyan
Ghar jala hain mera kyaa bigda Tera
tujhe to naya yaar mil gaya
Ho mubarak tujhe jala kar mujhe
Tujhe to tera pyaar mil gaya
Ghar jala hain mera kyaa bigda Tera
tujhe to naya yaar mil gaya
Ho mubarak tujhe jala kar mujhe
Tujhe to tera pyaar mil gaya
Toone milke rakibon sang mere
O dil pe chalai chhuriyan
O dil pe chalai chhuriyan
Tujhko tujhko taras na aaya
Na dekhi meri majbooriyan
Na dekhi meri majbooriyan
Kal jo dekha maine achanak
Tujhe rakib tere
Saath saath tha
Tevar the badle tere
Ho rang dekhe tere
Gairon ke haath tera haath tha
Kal jo dekha maine achanak
Tujhe rakib tere
Saath saath tha
Tevar the badle tere
Ho rang dekhe tere
Gairon ke haath tera haath tha
Toone mil ke rakibon sang mere
O dil pe chalai chhuriyan
O dil pe chalai chhuriyan
Tujhko tujhko taras na aaya
Na dekhi meri majbooriyan
Na dekhi meri majbooriyan
Ki hain tune bewafai
Are o harzaai
Yeh dil mera tod diya
Dekhi jo gurbat
Meri nazar tune pheri
Raahon mein mujhe chhod diya
Ho ki hain tune
Bewafai are o harzaai
Yeh dil mera tod diya
Dekhi jo gurbat
Meri nazar tune pheri
Raahon mein mujhe chhod diya
Toone milke rakibon sang mere
O dil pe chalai chhuriyan
O dil pe chalai chhuriyan
Tujhko tujhko taras na aaya
Na dekhi meri majbooriyan
Na dekhi meri majbooriyan
Toone dil ke rakibon sang mere
o dil pe chalai chhuriyan.
o dil pe chalai chhuriyan.
o dil pe chalai chhuriyan.
Toone Dil Ke Rakibon Sang Video Song
Browse this topic: toone dil ke rakibon sang MP3 songs, toone dil ke rakibon sang lyrics, related albums and music archive results.


