logo

tu achha lagta kavita MP3 Song

tu achha lagta kavita MP3 song cover

About tu achha lagta kavita MP3 Song

tu achha lagta kavita is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tu achha lagta kavitaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tu achha lagta kavita Category / Artist: Kavita Krishnamoorthy ↧ Save As

Tu achha lagta kavita Song Lyrics

Song Title = Tu achha lagta kavita
Movie/album = Nayak 2001
Category / Artist = Kavita Krishnamoorthy
Mp3 Song Lyrics
  Song Lyrics Title : Tu Achha Lagta Hai
Song Lyrics Movie/Album Name: NAYAK
Singer(s) : HARIHARAN AND KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics --MALE--
Ho, kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai
Kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai
Jaisi bhi hai tu mujhko haaye achhi lagti hai
Kabhi kabhi meethi lagti hai
Kabhi kabhi khatti lagti hai
Kabhi kabhi meethi lagti hai

--FEMALE--
Ho, kabhi jhootha lagta hai, kabhi sachcha lagta hai
Kabhi jhootha lagta hai, sachcha lagta hai
Jaisa bhi hai tu mujhko haaye achha lagta hai
(Kabhi kabhi jhootha lagta hai
Kabhi kabhi sachcha lagta hai
Kabhi kabhi jhootha lagta hai, haaye) - 2

Mm mm mm, haan aah
(Kabhi main yeh sochoon, chhooke tujhe dekhoon
Sach hai ya koi sapna) - 2

--MALE--
Sach hoon ke sapna hoon, main tera apna hoon
O sanam, teri kasam, mera aitbaar tu kar le

--FEMALE--
Main barkha, tu baadal, meri aankhon ka kaajal
Tu jahan, main bhi vahan, teri jaan main, meri jaan tu

--MALE--
Ho, kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai

--FEMALE--
Ho ho oh kabhi jhootha lagta hai, sacha lagta hai
Jaisa bhi hai tu mujhko haaye achha lagta hai

--MALE--
Oh, kabhi lage morni si, kabhi lage chorni si
Tujhko pukaaroon kis naam se

--FEMALE--
Oh, kar de tu ek ishaara, main daudi aaoon yaara
Chhaaon dhoop, mera rang roop tere pyaar se hai judaa

--MALE--
Aa sab ko chhodke aaja, har bandhan todke aaja
Saath saath rahe sang sang ek dusre ke dil mein
Oh, kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai

--FEMALE--
Kabhi jhootha lagta hai, sachcha lagta hai
Jaisa bhi hai tu mujhko haaye achha lagta hai

--MALE--
Kabhi kabhi meethi lagti hai
Kabhi kabhi khatti lagti hai
Kabhi kabhi meethi lagti hai

--FEMALE--
Kabhi kabhi jhootha lagta hai
Kabhi kabhi sachcha lagta hai
Kabhi kabhi jhootha lagta hai, haaye

Tu achha lagta kavita Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tu achha lagta kavita MP3 songs, tu achha lagta kavita lyrics, related albums and music archive results.