logo

tu naag mai nagin MP3 Song

tu naag mai nagin MP3 song cover

About tu naag mai nagin MP3 Song

This archive page brings together results connected with tu naag mai nagin, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tu naag mai naginCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tu Naag Mai Nagin Category / Artist: Kavita Krishnamoorthy ↧ Save As

Tu Naag Mai Nagin Song Lyrics

Song Title = Tu Naag Mai Nagin
Movie/album = Naag Nagin 1989
Category / Artist = Kavita Krishnamoorthy
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Tu Naag Mai Nagin
Song Lyrics Movie = Naag Nagin (1989)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Nitin Mukesh Chand Mathur
Song Lyricists = Santosh Anand
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Ramkumar Bohra
Music Label = Saregama
Starring = Puneet Issar, Rajiv Kapoor, Mandakini, Raza Murad,
Rajendra Nath, Vijayata Pandit, Tej Sapru, Satish Shah

mp3 songs

Main naag tu nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Tu naag main nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Tu hai meri dilruba
Main hu tera deewana
Maine to yeh bas jana
Main naag tu nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Maine tujhe rab mana
Maine tujhe sab mana
Maine to yeh bas jana
Tu naag main nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na

Mujhe tuhi bhata hai
Apna jamno ka nata hai
Main sada sada se teri hu
Tera pyar mujhe tadpata hai
Rab ko mana lu ke main
Aaj tujhe pa lungi main
Tera dil mera dil
Tera chain mera chain
Teri dan meri dan
Kabhi tute na
Tu naag main nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Main naag tu nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na

Mohabbat ki aatis hai kya
Koi aaashiq pehchanega
Jalne mein kya hai maza
Koi dil wala janega
Koi dil wala janega
Tu hai meri samme wafa
Main hu tera parwana
Main naag tu nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Tu naag main nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na

Chahe kahi bhi raho
Aana padega jarur
Chahe kahi bhi raho
Aana padega jarur
Tum to sada hi mere
Dil mein chhupe ho hujur
Sun ke aawaz meri
Tum daude aana
Main naag tu nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Tu naag main nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na

Tujhko sada pooja maine
Dekha khuda ko nahi
Tujhko sada pooja maine
Dekha khuda ko nahi
Mujhse juda tu nahi
Tujhse juda main nahi
Mujhse juda tu nahi
Tujhse juda main nahi
Tu hai meri ruhe nazar
Main hu tera afsana
Main naag tu nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Main naag tu nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na

Maine tujhe rab mana
Maine tujhe sab mana
Maine to yeh bas jana
Main naag tu nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Main naag tu nagin
Nahi jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na......

Posted by : {Anamika Tyagi}

Tu Naag Mai Nagin Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tu naag mai nagin MP3 songs, tu naag mai nagin lyrics, related albums and music archive results.