logo

tujhe dekha to ye MP3 Song

tujhe dekha to ye MP3 song cover

About tujhe dekha to ye MP3 Song

tujhe dekha to ye is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tujhe dekha to yeCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tujhe dekha to ye Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Tujhe dekha to ye Song Lyrics

Song Title = Tujhe dekha to ye
Movie/album = D D L J 1995
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Title : Tujhe Dekha To
Movie/Album Name: Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
Singer(s) : LATA MANGESHKAR AND KUMAR SANU

Lyrics:

--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam

(Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam) - 2
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

--FEMALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam

--FEMALE--
La la la la la, la la la la la
La la la la la, la la la
Aankhen meri sapne tere
Dil mera, yaadein teri

--MALE--
O, mera hai kya

--FEMALE--
(La la la)

--MALE--
Sab kuch tera

--FEMALE--
(La la la)

--MALE--
Jaan teri, saansein teri

--FEMALE--
Meri aankhon mein aansu tere aa gaye
Muskuraane lage saare gham

--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

--FEMALE--
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam

--FEMALE--
Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahoon, main kya karoon

--MALE--
Haan, tu saamne

--FEMALE--
(La la la)

--MALE--
Baithi rahe

--FEMALE--
(La la la)

--MALE--
Main tujhe dekha karoon

--FEMALE--
Tune aawaaz di, dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam

--MALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

--FEMALE--
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

--MALE--
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

--FEMALE--
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tujhe dekha to ye MP3 songs, tujhe dekha to ye lyrics, related albums and music archive results.