Tujhe Gulab Kiya Pesh MP3 Song
Listen to Tujhe Gulab Kiya Pesh from Mission TheLast War 2008. Use the player below to listen online or the available download link.
| Song | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| Tujhe Gulab Kiya Pesh Category / Artist: XYZ | Save As |
Tujhe Gulab Kiya Pesh Song Lyrics
Song Title = Tujhe Gulab Kiya Pesh
Movie/Album = Mission The Last War (2008)
Mp3 Song Lyrics
tujhe gulaab kiya pesh -2, ik bahaana tha
ke apana haath tere haath se lagaana tha - (2)
bade sharir ho -2, kyun aisi baat karte ho
bade sharir ho kyun aisi baat karte ho
tumhaari aankhon se khud ko jara bachaana tha - (2)
ke apana haath tere haath se lagaana tha
(lo ra le laay laay laay laay laagashta
o jaanu bye bye bye bye baahashta) - (2)
tu meri aankh se -2 bachake kaha kaha jaati
tu meri aankh se bachake kaha kaha jaati
ke mere khaab ka kaajal, tujhe sajaana tha - (2)
tumhaari aankhon se khud ko jara bachaana tha

main intjaar ki saahil pe kabse baithi hu - (2)
tumhi toh ho jise dil mein mujhe basaana tha - (2)

sulag raha hoon muhabbat ki aag mein kab se - (2)
ke tere honton se honton ko yuun jalaana tha - (2)
tumhi toh ho jise dil mein mujhe basaana tha

toh aao chuake se -2 seene se mere lag jaao
toh aao chuake se seene se mere lag jaao
ke dhadkano ka fasaana tumhe sunaana tha - (2)
tujhe gulaab kiya pesh ik bahaana tha
(lo ra le laay laay laay laay laagashta
o jaanu bye bye bye bye baahashta) - (4)
Posted By : {Anamika Tyagi}